Noor -E- Panjatan
Total Page:16
File Type:pdf, Size:1020Kb
NOOR -E- PANJATAN A COMPILATION OF NAUHAS, MARSIYAS, MANQABATS, QASIDAS, DUAS AND A’MAALS. (VOLUME A-2018) TABLE OF CONTENTS NAUHAS AND MARSIYAS GENERAL: AY RABBE JAHAAN 2 SHAMMA SE SHAMMA 3 AY MAAHE MUHARRAM TUHI 4 MUJRAI KHALQ MEIN 5 SUGHRA KO RULAATA HAI 6 KULSUM NE MEHMIL KE 7 WAWELA HAY WAWELA 8 YA RAB BIHAKKE ZEHRA 9 MAWLAYA YA MAWLAYA (ENGLISH) 10 AY FARISHTO MUJE 11 ASSALAMU ALAL HUSSAIN 12 I WILL COME CRAWLING TO YOU HUSSAIN 13 KYA RAHA KHAIMON 14 JAA RAHAAHU 15 SALAAM KHAAK NASHINOPE 16 MAUT KI AAGOSH MEIN (MAA) 17 TAMAAM AALAM 18 APNI KISMAT AAZMA KAR 19 BIKHDE PADE HAI LAASHE 20 SHEHRE SARWAR KI AABO 21 AAJ KABRE MUSTAFA PAR 22 BANO KAHAAN TALASH 23 NA ABH HUSSAIN NA 24 JAA RAHA HAI 25 HASHR ME RANG LAIGA 26 CHEHLUM KO KERBALA ME 27 SAAYE ME SAYYADA KE 28 ALLAH MUJE LASHKARE MEHDI 29 DUA-E MANG RAHA HU 30 KERBOBALA NASEEB SE JAANA 31 HAM HUSSAIN WAALE HAIN 32 GHAM KA ILAAJ ISKE 33 CHAWDA SADIYAN BEET GAYI 34 TABLE OF CONTENTS NAUHAS AND MARSIYAS GENERAL: AABAAD HUI KERBOBALA 35 KARBALA TAAZIM KAR 36 ZAHRA KI BETIYON KI RIDAAEN 37 SHAAME GHARIBA: AY SHIA YUN IMSHAB 38 KYA RAHAA KHAIMO ME 39 SHAME GHURBAT ME BACHI PUKAARI 40 IMAM ALI (A.S.): IBNE MULJIM NE HAIDER KO 41 IMAM HUSSAIN (A.S.): ZULJANAH AY ZULJANAH 42 SHABBIR TERA YE MAATAM 43 AY MUSALMAAN KAASH SOCHA 44 HUSSAIN AL GHAREEB (URDU) 45 HUSSAIN AL GHAREEB (ENGLISH) 46 SURA-E-KAHF SUNAATA HAI 47 YE JITNE SHAH TAWANGAR 48 MERE BABA KHAIRIAT SE HO 49 YE FALAK SE AATI THI SADAA 50 BANKE SAAIL AAYE HAI 51 YA HUSSAIN MERI FARYAD SUNLO 52 HAMSE GHAME SHABBIR 53 SHABBIR TERI GHURBAT KI KASAM 54 IMAM ZAINUL AABEDEEN (A.S.): SAJJAD REHAAI PAAKAR BHI 55 MAZLUM KA KUNBA JAB SHAAM KO 56 IMAM ALI REDHA (A.S.): YA IMAM-E-RAZA 57 HAZRAT ABBAS (A.S.): BETA HA TU ALI KA 58 TERI JAAGEER SE 59 JAB RIDAA SAR SE CHINI 60 AA DEKH MERE GHAAZI 61 TABLE OF CONTENTS NAUHAS AND MARSIYAS HAZRAT ABBAS (A.S.): ASGHARE BESHEER JAISI 62 ABBAS KE PARCHAM KO 63 KHUD WAFAA KO NAAZ JIS PAR 64 YA HAZRATE ABBAS RAWZEPE 65 HAATHO ME LIYE 66 YE KON AA RAHAA HAI 67 SAR PITKE BOLE HARAM 68 LEKE ALAM TUM 69 ABBAS TERE DAR SA 70 JAB KOI DUA AUR NA DAWA 71 WAFA JISKA PADE KALMAA 72 AB TAK HAI ZABAANO PE ALAMDAAR 73 ITNI BHAR JAAYE IN AANKHON ME 74 AAWO ALAM KE SAAYE ME AAWO 75 ABBAS TERA HAQ HAI 76 AB TO ZARAA KHAIME 77 HAZRAT ALI AKBER (A.S.): ALLAHU AKBER YA ALI AKBER 78 AKBER MERA SEHRA WALA 79 AKBER TUMHE MAALOM HAI 80 BOLEY PIDAR SE AKBER 81 HAI WAQTE SAHAR 82 KEHTI THI YE MAA 83 HAZRAT ALI ASGHAR (A.S.): JULAA TO NAZAR AAYEGA 84 DHAL GAYA SURAJ 85 ASGHER KO LEKE GOWD ME 86 BIBI FATEMA (A.S.): PEHLU BHI SHIKASTA HAI 87 BEKASI HAI GHAM HI GHAM HAI 88 BINTE ZAHRA KA KHULA SAR HAI 89 YA FATEMA ZAHRA SINE ME LIYE RANJO 90 AY MERI BIBI TERE DARPE 91 TABLE OF CONTENTS NAUHAS AND MARSIYAS BIBI FATEMA (A.S.): YA FATEMA ZAHRA YA UMME ABIHA 92 ZAHRA O ZAHRA FATEMA ZAHRA 93 BIBI ZAINAB (A.S.): AY MERE BABAJAAN 94 YA ZAINABE KUBRA 95 PUKAARA SHEH NE KAI BAR 96 AAJ BHI ZAINAB KI AATI 97 AY SHAAM KE LOGO 98 GHABRAYENGI ZAINAB 99 BINTE ZAHRA KA KHULA SAR HAI 100 BIBI SAKINA (A.S.): SUNAYI KISNE YE ZINDAAN 101 YA RAB KOI MASUMA 102 BABA YE MUSALMAAN 103 SAKINA UTHO MERI JAAN UTHO 104 BANO YE ABID KO BATLAA 105 AMMA FIZZA BATAA DE MUJKO 106 HAAYE YE BACCHI KON HAI 107 SHAAM KI AURATO EK WAADA KARO 108 NOTES: 109 110 111 112 MANQABATS & QASIDAS GENERAL: MAWLA YA MAWLA (ENGLISH) 114 SABNE YEHI KAHAA HAI 115 YA KHUDA HAMKO KISI 116 KARAM MAANGTA HUN 117 AA GAYE PANJATAN AA GAYE 118 YE JO FIZZA NE KI NOKARI HAI 119 TABLE OF CONTENTS MANQABATS & QASIDAS GENERAL: KITNA MITHA KITNA PYAARA 120 APNI KISMAT AAZMAA KAR DEKHNA 121 GHAM KA ILAAJ ISKE 122 YA RAB BEHAKKE ZEHRA 123 PROPHET MUHAMMAD (S.A.W.W.): YA RASULALLAH SWALAWAATULLAH 124 KAASH ME DORE PAYAMBAR ME 125 MUSTAFA KI JO YE NOKRI HAI 126 BIBI FATEMA (A.S.): NOOR KI ANJUMAN 127 WO GHAR KE HUKM JAHAAN FATEMA KE 128 DUA FATEMA KI 129 AAGAYI FATEMA 130 IMAM ALI (A.S.): ALI KE CHAAHNE WAALE 131 SUNO ARSH WALON 132 JAB AAYAE BALLIGH 133 RAHE WIRDE ZABAAN 134 ALI MAULA ALI MAULA 135 BEKASON KE MADADGAAR 136 AISE HOTE HAIN ALI KE NOKAR 137 ZINDAGI KA BHAROSA 138 LAAZIM THI MUJPE RADDE BALAA 139 NAADE ALI KA WIRD JO 140 YE MAWLA ALI HAI 141 MUQASSIRO KO ME YU BHI 142 EIDON KE LIYE HAI EID KA DIN 143 SAWERE SAWERE 144 OH MY MAWLA ALI OH MY MAWLA HUSSAIN 145 NA BHUL KAR BHI 146 JIBREEL MURTAZA KO DULHAA 147 JAB KHUDA KO PUKAARA ALI AAGAYE 148 SHERE KHUDA DAMAADE PAYAMBAR 149 TABLE OF CONTENTS MANQABATS & QASIDAS IMAM HASSAN (A.S.): SAVERE SAVERE 150 AAGAYE HASSAN 151 IMAM HUSSAIN (A.S.): JAHAAN JAHAAN UTHE NAZAR 152 KERBOBALAA NASEEB SE 153 SHEHRE SARWAR KI AABO 154 YA HUSSAIN MERI FARYAD 155 BANKE SAAIL AAYE HAI 156 HUM HUSSAIN WAALE HAI 157 CHAWDA SADYA 158 YE JITNE SHAH TAWANGAR 159 NA PUCHIYE KE KYA HUSSAIN HAI 160 IMAM JAFFER SADIQ (A.S.): DARBAAR HAI SADIQ KA 161 HAY AASHIKE SUBHAAN 162 IMAM ALI REDHA (A.S.): YA IMAME REZA 163 APNE RAWZE PE HAMKO 164 IMAM MAHDI (A.S.): MOJIZA EK YE BHI HOGA 165 DUA KARO KE ZUHOORE IMAM 166 DUA E MAANG RAHAA HU 167 HAALE GHAM SUNAAYENGE 168 AL AJAL (ENGLISH) 169 AAP PAR DUROOD AUR SALAAM 170 YA IMAME ZAMAANA KARAM 171 SHIDDATE DARD KO 172 MADAD KIJIYE 173 ALLAH MUJE LASHKARE MEHDI 174 HAZRAT ABBAS (A.S.): WO HAI MERA GHAAZI SHEHNSHA 175 ABBAS TERE DAR SA 176 JAB KOI DUA AUR NA DAWA 177 TABLE OF CONTENTS MANQABATS & QASIDAS HAZRAT ABBAS (A.S.): YA HAZRATE ABBAS 178 WAFA JISKA PADE KALMAA 179 BIB ZAINAB (A.S.): KYA BATAAOON MAQAAM 180 NOTES: 181 182 183 184 DUAS AND A’MAALS SURAS: SURA-E-YASEEN 186 SURA-E-MULK 194 DUAS: DUA-E-KUMAYL 198 DUA-E-TAWASSUL 212 HADISE KISA 221 MUNAJAT IMAM ALI (A.S.) 231 SALAATS / NAMAAZ: NAMAAZE GHUFAYLA 235 NAMAAZE SHAB 237 ZIYARAT: ZIYARATE ASHURA 242 ZIYARATE WARITHA 248 GENERAL ZIYARAH 256 NOTES: 258 259 260 261 262 NOTES: NAUHAS & MARSIYAS AY RABBE JAHAAN PANJATANE PAAK KA SADQA ISS KAUM KA DAAMAN GHAE SHABBIR SE BHARDE BACHON KO ATAA KER ALI ASGHAR KA TABASSUM BURHOON KO HABIB IBNE MAZAHIR KI NAZAR DAY KAMSIN KO MILAY WALWAYE AUNO MUHAMMAD HAR EK JAWAAN KO ALI AKBER KA JIGAR DE MAAON KO SIKHA SAANIYE ZEHRA KA SALIQAA BEHNO KO SAKINA KI DUA’OON KA ASAR DAY MAULA TUJE ZAINAB KI ASIRI KI QASAM HAI BAY JURM ASIROON KO RIHAAI KI KHABAR DAY JO CHAADARE ZAINAB KI AZAADAAR HAIN MOLA MEHFOOZ RAHEIN AISI KHAWAATEEN KAY PARDAY JO DEEN KAY KAAM AAYE WO AULAAD ATAA KAR JO MAJLISE SHABIR KI KHAATIR HO WHO GHAR DE MUFLIS PAY ZARO LAAL JAWAAHIR KI HO BAARISH MAQROOZ KA HAR KARZ ADAA GHAIB SAY KER DE GHAM KOI NA DAY HUMKO SIWA-E-GHAME SHABIR SHABIR KA GHAM BAANT RAHAA HAI TO IDHAR DE 2 SHAMA SE SHAMA JALE,SILSILA JARI RAHE, HUM RAHE YA NA RAHE, YEH AZADARI RAHE. APNI NASLON KO SIKHATE RAHO,MATAM KA HOONAR, SEENA DAR SEENA KARE, BUS YEH AZADARI SAFAR, JAISE HALATH BHI HO, YEH AMAL JARI RAHE, HUM RAHE YA NA RAHE, YEH AZADARI RAHE. LAKH BADLE YEH ZAMANE KI RAVISH AUR MAUSAM, EK PAL BHI NA RUKE ASHK E AZA AUR MATAM, MATAM E SHEH KA JUNOON ZAHN PAR TARI RAHE HUM RAHE YA NA RAHE YEH AZADARI RAHE. TUM AGAR ZAKIR E SHABBIR (AS) HO YEH YAAD RAHE, CHAHE IS GAM KE LIYE SAR BHI KATE GHAR BHI JALE HURMAT E FARSH E AZA, JAAN SE PYARI RAHE, HUM RAHE YA NA RAHE YEH AZADARI RAHE. YEH SABILE YUHI AABAD RAHE AHLE AZA, AUR GHAR GHAR ME NAZAR AAYE ALAM GAZI(AS) KA, YEH ALAM OONCHA RAHE, YEH ALAMDARI RAHE, HUM RAHE YA NA RAHE YEH AZADARI RAHE. DUNIA WALON KI NA PARVAH NA KUTCH BAAT KARO, MANNATI BEDIAN SAJJAD KE GAM ME PEHNO, RAUNAKE FARSH E AZA GIRIA O JARI RAHE HUM RAHE YA NA RAHE YEH AZADARI RAHE. MAAO BEHNO KO HAI PAIGAM MERA SIRF YAHI, AAPNE BACCHON KO JULUSON SE NAHI ROKO KABHI, YEH SHAHADAT HAI SHARAF, YEH SHARAF JAARI RAHE, HUM RAHE YA NA RAHE YEH AZADARI RAHE. APNE GHAR ME BHI AZA KHANA SAJANA HAI MUJHE, APNE BACCHON KO AZADAR BANANA HAI MUJHE, TAA KE IS NASL ME BHI, TAZIA DARI RAHE, HUM RAHE YA NA RAHE YEH AZADARI RAHE. MAJLIS E SHAH (AS) KI ZINDAN ME JO BUNIAD RAKHI, ASL ME BIBI O SAJJAD KI KHWAISH THI YAHI, YEH AZADAR RAHE YEH AZADARI RAHE, HUM RAHE YA NA RAHE YEH AZADARI RAHE. MAJLIS O MATAM E SHABBIR (AS) KI TABLEEG KARO, BAAT YEH MAZHAR O IRFAN ZAMANE SE KAHO, MUNKIR E BIBI(SA) SE HAR HAAL ME BEZARI RAHE, HUM RAHE YA NA RAHE YEH AZADARI RAHE. 3 AY MAAHE MUHARRAM TUHI BATA KHATOON KA CHAAND KAHAAN HAI AABAD HAI DUNIYA SAARI,MAGAR, ZAHRA KA CHAMAN VEERAN HAI DEKHA NA SUNA ZAHID AISA, ZAKHMON SE BADAN HAI CHOOR MAGAR JAARI HAI ZABAN PE ZIKRE KHUDA, GARDAN PE KHANJAR RAWAAN HAI KEHTI THI SAKINA AABID SE, IS QAID ME MEIN MARJAWUNGI CHORO NA AKELA BHAI, MUJHE, ANDHERA BOHOT ZINDAAN HAI ZANJEERON ME JAKDE HAI ALI, HAI TOWQO SALASIL GARDAN ME LEKIN BEEMAR KO KHENCHA HAI, TAREEKH ISKI GAWAAH HAI AY KUFIYON ME HOON BINTE ALI, AUR WARISE CHADAR ZAHRA KI DEKHO NA TAMASHA SHARM KARO, AB ZAINAB SAR URIYAAN HAI ANKHON KI BASARAT AB TO NAHI, MAWLA YEH KAHAAN KHO JAATE HAI MUMKIN HAI YEH AWAAZ AAYI, BARCHI AKBAR KO LAGI HAI BAABA AAWO DEKHO TO ZARA, JAATE HAI ASGHER MAQTAL MEIN ROTI HAI FAWJE SAARI, MAGAR, ASGHER KE LABON PE HASEEN HAI TANVEER UTHA KAR ASGHAR KO, SAYYAD NE SAWAALE AAB KIYA TUM BHI TO MUSALMAAN REHM KARO, BESHIR KI KHUSK ZABAAN HAI 4 MUJRAI KHALQ MEIN IN AANKHON NE KIYA KIYA DEKHA PAR KAHIN SIBTE PAYAMBER SA NA AAQA DEKHA MAINE DEKHA AALAME SHAH KO AALOODA BA KHOON MAINE ABBAS KO BE JAAN LABE DARYA DEKHA MAINE DEKHA ALI ASGHER KA GALA KHOON MEIN TAR MAINE ZAKHMI ALI AKBER KA KALEJA DEKHA EK GHATRI SHAHE DEEN PUSHT PE LAYE JISME MAINE TUKRE HUWE QASIM KA SARAPA DEKHA KEHTI THI ZAINABE MUZTAR KE KHUDA KHAIR KARE RAAT KO KHWAAB MEIN URYA SARE ZAHRA DEKHA JAAKE ZAINAB NE MADINE MEIN KAHAN SUGHRA SE KAHU KIS MUH SE KE PARDES KYA KYA DEKHA GIR PARE SIBTE NABI THAAMKE HAATHO SE JIGAR ALI AKBER KO JO RETI PE TARAPTAA DEKHA MAINE DEKHA SHAHE MAZLOOM KO KHANJAR KE TALE MAINE NEZE PE SARE DILBARE ZEHRA DEKHA BERIDA KHALQ NE US BIBI KE SAR KO DEKHA JISKI MAADAR KA KISI NE NAA JANAAZA DEKHA ZULM AY MUJRAI SAJJAD NE KYA KYA DEKHA GHAR LUTA KAID HUWE BAAP KA LAASHA DEKHA 5 (SUGHRA KO RULATA HAI, YE CHAAND MUHARRAM KA) X2 (JAB SAM-E NE AATA HAI) X2 YE CHAND-E MUHARRAM KA (SUGHRA KO RULAT HAI, YE CHAAND MUHARRAM KA) X2 HAM SURATE ZEHRA SE, BHAYI KI BICHARNE KI KHATUNE KAYAMAT-E KI (GAR BAAR UJAR NE KI) X2 RUDAADE SUNATA HAI, YE CHAAND MUHARRAM KA KATA HAI GALA LOGO, SEHROZ KE PYAASE KA PAMAAL HUWA LASHA (AHMED KE NAWASE KA) X2 HAR EK KO BATATAA.