Nouhejat Anjumane Ansarul Mehdi

Total Page:16

File Type:pdf, Size:1020Kb

Nouhejat Anjumane Ansarul Mehdi NOUHEJAT ANJUMANE ANSARUL MEHDI (AS) 1435 H (2013/2014) Fremont, California. USA (Ver. 4) 1 1. ANSARE MEHDI KARTI HAI SHABBEER KA MATAM 4 2. IS TARAH SE SADIYON PE NA PHAILA KOI GHAM AUR 6 3. DIN HAI AZA KE LOGO FARSHE AZA BICHAO 7 4. KARBALA MAKUNTO MOULA 8 5. HUSSAIN NO MINNI WANA MINAL HUSSAIN 11 6. MARHABA HUSSAIN JANE FATIMA 12 7. YE HAI WAQAYATE KARBALA YAHAN FATIMA KA GHAR LUTA 13 8. GAZI ABBAS KE PURCHAM KO UTAHTE RAHEINA 15 9. KARBALA KUCH TO BATA! KARBALA KUCH TO BATA 16 10. AYE MOMINO PAYAME SARWAR KO YAAD RAKHNA 17 11. AYE HURRE DILWAR MERE, AYE HURRE DILAWARE 19 12. LADNE KO JAA RAHE HAIN ZAINAB KE LAAL DONO 20 13. AYE AUNO MOHD MERA 21 14. LAILA KI JAAN SHAIH KE PISAR AKBARE JAWAN 22 15. PAIWAST JO AKBAR KE KALEJE ME SINA HAI 23 16. AKBAR CHALA HAI MARNE KO KOI BADE KE OS KO RUKLO 24 17. HAYE AKBAR KAISE JIYE TERI MAA AKBAR 25 18. AKBAR AYE JAANE MADAR 26 19. NAJANE KIS TERHA LAILA NE DEKHA 27 20. BETA JAWAN RAGADTA HUA YEDIYAN MILA 28 21. GHOONJI HAI KARBALA MEIN AKBARE TERI AZAAN 30 22. PALAT KAR DEKHTE AYE LAL JAO 31 23. DUA KARO MERA NOORE NAZER PALAT AYE 32 24. AYE ALI KE LAL SAKHAYE HARAM 33 25. LAHU DOOB GAYA 34 26. RUN MEIN HAWA KE JHUKE 35 27. KARBALA MEIN HUA LAQTE 36 28. BAICHAIN HO RAHI HAI ROHE HASAN KAFAN MEIN 37 29. FARWA KA LAAL RAN MEIN TUKDAON MEIN BAT GAYA HAI 38 30. PAAMAL RUN MEIN HOGAYA 39 31. AYE MERE PASBAN! BHAI SHERE JAWAN 40 32. KHALI MASHKIZA SAKINA, LAI HAI 41 33. HAYE SAKHAYE KARBALA ABBAS 43 34. MASHKEEZA-E-SAKINA KEHTA HAI ALQAMA SE 44 35. LASHKARE AADA MEIN JITNE THE SUBHI KAHNE LAGE 45 36. TERE MARNE SE KAMAR TUT GAYI HAI ABBAS 46 37. YA SAKINA YA ABBAS! YA SAKINA YA ABBAS 47 38. ZAINAB PUKARI ROKAR ABBAS TUM KAHA HO 49 39. ABBAS ABBAS E ALAMDAR SIDHARA 50 40. AYE ASGHARE NADAN 52 41. SOJAAO AB SOJAAO PYASE ASGHAR SOJAOO 53 42. MAA DEKH KE JHOOLE KO PUKARE ALI ASGHAR 54 43. KARBAL KE BIYABAN MEIN 55 44. AAKE MAQTAL MEIN SAFE MAATAM BICHAO FATIMA 56 45. ANA MAZLOOM HUSSAIN!ANA MAGHMOOM HUSSAIN 57 46. BHAI KO AB WIDA KARO ZAINAB 59 47. CHALA RUN KO TERA BABA SAKINA 61 48. SAKINA TUM NAHI ROONA 62 2 49. KHANJAR TALE ALI KA LAL 63 50. SHAAM HOGAI SHAAM HOGAI 64 51. SOGAYE MAQTAL MEIN SARWAR,HASHR KA HANGAM HAI 65 52. TANHA HAI DULARA, ZEHARA KA 66 53. VA VAILA! VA VAILA 68 54. LOUT AOU BABA, LOUT AOU BABA 70 55. YA HUSSAIN YA HUSSAIN YA HUSSAIN YA MAZLOOM 72 56. ZAMEEN PAR LASHAYE SARWR PADA HAI 74 57. MARTI HAI YAHAN SOGRA 75 58. TERI CHADER KA RAHA AB NA MUHAFZI ABBAS 76 59. YA ALI YA HUSSAIN YA ABBAS 77 60. BALA KE DASHT MEIN 79 61. BEKAS MUSAFIROUN PAR KAISI HAI YE JAFAYEIN 80 62. KHAFELA GAREEBOUNKA, KHAID HO KE JATA HAI 81 63. AAJ ABBAS JO HOTE BERIDA KYOUN NAZER ATI ZAINAB 82 64. ABBAS TERI BAHENA KHAIDI BANI HUI HAI 84 65. ZAINAB ASEER HOKAR MAQTAL SE JA RAHI HAI 86 66. JO AAP KO GHURBAT ME KAHI PAAO CHACHAJAAN 87 67. BAABAA BAHUT ANDHERA HAI, DAR LAGTA HAI 88 68. LOUT KE GHAR AJAO BABA 90 69. BAHEINA MERI SAKINA! BAHEINA MERI SAKINA 91 70. KAHTITHI SAKINA KYA BABA NAHI AYEINGEY 93 71. QAYAMATH HOGAI BABA! QAYAMATH HOGAI BABA 94 72. SABRO RAZA KA DARS PADHA KAR CHALA GAYA 95 73. DAAG YE SYED-E-SAJJAD DIKHAYEINKAISE 96 74. MATAM HAI BAHROBER MEIN, BEEMARE KARBALA KA 97 75. ABID KI SHAHADATH KA MATAM HAI AZADARO 98 76. ZAINAB MANA RAHI HAI TASHNA LABOUN KA MATAM 99 77. ABBAS ZAINAB AYI, HAI KARNE KO ARBAEEN 100 78. BHAIYA TERE CHAHALUM KE LIYE AYI HAI ZAINAB 101 79. SUNO ABBAAS SUNO~!SUNO ABBAS SUNO 102 80. ABBAS BEHEN AYI HAI DARBAR MEIN JA KAR 104 81. GHAM PE GHAM SUGRA KO TADPATE RAHE 105 82. ABID KO SAATH LEKAR 106 83. YOUN MADINEY MEIN ZAINAB AYI HAI 107 84. AYE FATIME KE LAL TUJHE, AKHARI SALAAM 109 85. DO DAST MATAMI NOUHE 110 86. JATE HO KIS PE CHOD KE 117 87. SAR PITO MOMINO KE YE ZARBATH KI RAATH HAI 118 88. MOULA UTOH KE MASJIDE KUFA UDAS HAI 119 89. UT GAYA HAI AAJ BABA 120 90. MATAM KARO YE RAAT QAYAMATH KI RAAT HAI 121 91. AALE ABA MEIN MATAME SHARE KHUDA HAI AAJ 122 92. KOFE MEIN JO EIK GHAM KI FIZA CHAI HUI HAI 123 93. ZAINAB PA YATEEMI KI GHADI AGAI BABA 124 94. ZAINAB KA THA BAYAN MERE BABA GUZAR GAYE 125 3 ANSARE MEHDI KARTI HAI SHABEER KA MATAM (Ahmar Shehwaar) ANSARE MEHDI KARTI HAI SHABEER KA MATAM GHAR GHAR MAY BAPA ZAINABE DILGEER KA MATAM MATAM HAI ZAMANAY MAY SHAHE KARBOBALA KA MATAM HAI BAPA SANIYE ZEHRA KI RIDA KA JALTE HUYE QAIMOUN MAY GHIRE ALE ABA KA KARBAL MAY LUTI ZEHRA KI JAGEER KA MATAM ANSARE MEHDI KARTI HAI SHABEER KA MATAM MATAM HAI BAPA BAZOOYE ABBAS E JARI KA KARBAL MAY MUHAFIZ THA JO AULADE NABI KA MARA GAYA DARYA PAY WAHI SHAIR ALI KA AUR MASHKE SAKINA SAY LAGE TEER KA MATAM ANSARE MEHDI KARTI HAI SHABEER KA MATAM MAJROOH ZAMEEN PAR ALI AKBAR SA JAWAN HAI MAULA NE NIKALI JO KALEJE SAY SINA HAI EK KHOON KA DARYA JO SINE SAY RAWAN HAI TASKEENE DILE LAILAO SHABEER KA MATAM ANSARE MEHDI KARTI HAI SHABEER KA MATAM LILLAH KOI SIBTE PAYAMBAR KO BACHA LAY BAITHA HAI LAEEN SEENE PA KHANJAR KO NIKALAY HAI KAUN JO AB ZAINABE MUZTAR KO SAMBHALAY BECHARAGI WARIS E TATHEER KA MATAM ANSARE MEHDI KARTI HAI SHABEER KA MATAM MATAM KARO MASOOM SAKINA KAY GOHAR KA DURRON KA TAMACHON KA ASEERI KAY SAFAR KA SONE KAY LIYE DHOONDTI HAI SEENE PIDAR KA KARTI HAI JO ZINDAN MAY TAQDEER KA MATAM ANSARE MEHDI KARTI HAI SHABEER KA MATAM 4 LO CHALA KHAFELA, KARBALA KARBALA DEEN E HAQ KE LIYE, JAANA HAI KARBALA (Mehdi) SHAIH YE KAHTE RAHE, GHAR LOTA DONGA MAIN DEENE AHMED BACHE, SAR KATADONGA MAIN DEEN E HAQ KE LIYE, JAANA HAI KARBALA SHANE ABBAS KE, RUN MEIN KAT JAINGE TUKDE NOUSHAHA KE, YOUN BIKHER JAINGE DEEN E HAQ KE LIYE, JAANA HAI KARBALA ZAINABE NATAWAN, KAHTI HAI BHAIJAAN MERE DONO PISAR, DEINGE DEEN PAR WO JAAN DEEN E HAQ KE LIYE, JAANA HAI KARBALA SAJDI HAI AB AMARI, HAI SAFAR KI TAYAARI AB KHUDA KE HAVALE, ZINADGI HAI HAMARI DEEN E HAQ KE LIYE, JAANA HAI KARBALA DEKH MAHDI YE DIN, KITNA PURDARD HAI BUS YEHI SONCH MEIN, GHAR KA HAR FARD HAI DEEN E HAQ KE LIYE, JAANA HAI KARBALA 5 AYE CHAND MUHARRAM KAY, TU BADLI MAIN CHALA JA TUJHE DEKH KAY MAARJAYE NAH, (X2) BEEMAR HAI SUGHRA. GHAR ZAHRA KAH LUTNAY KI, KHABAR TUNAY SUNAYI, TUJHE DEKH KAY ROOTI HAI, MUHARRAM MAIN KHUDAYI, CHOUDA SO BARAS BEETAY HAIN(X2) SAAB KARTAY HAIN SHIKWAH. MILNE KAY LIYE BHAI, KO BAYCHAIN BADI HAIN, KAB SE ALI AKBAR KI, RAHOON MAIN KHADI HAIN, BICHDI HAI YEH MUDAAT SE (X2) ISEY TU NAH NAZAAR AH. VEERAN GHAROON MAINA, ISEY NEENDH HAIN AATI, AKBAR KI JUDAI HAIN, ISEY KHOON RULATI, QADMON KE NISHAAN DAHMP KAY (X2) BAITIH HAI SARE- RAAH. GIN GIN KAY TO SUGHRA NE, YEH DIN HAIN GUZARE, ZINDA HAI TO AKBAR KAY, WADON KAY SAHAREY, DIN RAAT TADAAPTI HAIN (X2) ISEYY AUR NAH TAADPA BHAIYAH KI JUDAI MAIN, PARESHAAN HAI REHTI, HAAR ROZ YEH NANA KO, RORO KAY HAIN KAYTI, AKBAR NA MILLA NANA (X2) MAIN MARJA UNGI TANHA. RONE NAHIN DEHTE MUJHE, RAATON KO MUSALMAAN, BEEMARI SAY BAY HAAL HOON, KUCH ROZ KI MEHMAAN, HAR SIMPT HAIN MUJKO (X2) ABH MOUT NAY GEHRA 6 SHABEER KARBALA MEIN AYE HAIN SAR KATANE ALLAH KI RAZA MEIN GHARVAAR KO LOTANE (Kaleem) KHABRE NABI PER AKAR KHATE THE WAQTE RUKHSAT MAI JARAHAHOON NANA ISLAM KO BACHANE SHABEER KARBALA MEIN AYE HAIN SAR KATANE MA KI LAHAD SE LIPTE HASRATH SE KAHRAHE THE AMMA MAI JARAHAHOON JUNGLE MEIN GHAR BASANE SHABEER KARBALA MEIN AYE HAIN SAR KATANE BANDH HOGAYA HAI PANI PYASE HAIN TEEN DIN KE WO TASHNAGI ALAAM ALLAHA TUHI JAANE SHABEER KARBALA MEIN AYE HAIN SAR KATANE RORO KE KAHRAHI HAI MAQTAL MEIN BINTE ZAHRA KATA HAI ZALIMOUNE ABBAS TERE SHANE SHABEER KARBALA MEIN AYE HAIN SAR KATANE NUSRATH KO DEENE HAQ KI ASGHAR HUMAK HUMAK KAR MAQTAL KO JARAHE HAIN GARDAN PE TEER KHANE SHABEER KARBALA MEIN AYE HAIN SAR KATANE ABTO KALEEM KOI BAQI NAHI RAHA HAI TANHA RAHA HAI ZAINAB BHAI KA GHAM UTAHNE SHABEER KARBALA MEIN AYE HAIN SAR KATANE 7 LABAYAK YA HUSSAIN LABAYAK YA HUSSAIN HAQ KI BAKHA KI KHATIR, NUSARATH MEIN HAI BAHATER MAIDANE KARBALA KA LAGTA HAI JAISE MAHSHER LABAYAK YA HUSSAIN ZAINAB KE DIL KE TUKDE, JAFER KE THE NAWASE KHURBAN HOGAYEIN HAI, BHAI PE APNI MAA KE LABAYAK YA HUSSAIN THA BEZUMAN WO PYASA, HATHOUN PE SHAIKE AYA PANI KE BADLE RUN MEIN, GARDAN PE TEER KHAYA LABAYAK YA HUSSAIN WO MUSTUFA KA SANI, AUR US PE YE JAWANI PAYA NA PYASA PANI, SINE PE BARCHI KHAYA LABAYAK YA HUSSAIN BAZU KATAYE APNE, ABBASE BAWAFA NE GAZI KA DUM HAI NIKLA, PAHLOON MEIN SHAHE DEEN KE LABAYAK YA HUSSAIN HURO MALAYAKA KA, DIL GHAM SE PHAT RAHA THA HALQE HUSSAIN PYASA, KHANJER SE KAT RAHATHA LABAYAK YA HUSSAIN 8 SHABEER TERE GHAM SA NA HOGA KOI GHAM AUR (Ahmar Shehwaar) IS TARAH SE SADIYON PE NA PHAILA KOI GHAM AUR SHABEER TERE GHAM SA NA HOGA KOI GHAM AUR POUNHCHA NA SAKA MASHKE SAKINA KO HARAM TAK SAQQE KO NA THA ISKE ALAWA KOI GHAM AUR KEHTI THI SAKINA MERE AMMU KO BULAO ZINDAN ME NA SEH PAAUNGI TANHA KOI GHAM AUR KHWAHAR KE LIYE BHAI KI FURQAT HI GHAZAB THI TAQDEER ME SUGHRA KI HAI LIKHA KOI GHAM AUR ZAINAB NE KAHA AUNO MOHD KO BULA LAO MIL JAAYE KAHIN HUM KO NA FIZZA KOI GHAM AUR ASH-SHAAM HI KEHTE RAHE SAJJAD DAME AAH BEEMAR PA JAISE KE NA TOOTA KOI GHAM AUR SHABEER PE HAD TEHAR GAYI KARBOBALA KI AB DEGA KISI KO NA YE SEHRA KOI GHAM AUR SHABEER SE KEHTI THI YE BACHCHI DAME RUQSAT AYE BABA SAKINA KO NA DENA KOI GHAM AUR FURSAT HI NAHI HAI GHAME SHABEER SE SHEHWAAR KIS TARHA HAME DEGI YE DUNIYA KOI GHAM AUR 9 DIN HAI AZA KE LOGO FARSHE AZA BICHAO DIN HAI AZA KE LOGO, FARSHE AZA BICHAO GHAM APNE BHOOL JAO, GHAME SHAHE DEEN MANAOU MAZLOOM KA YE MAATAM, EIK DARSE ZINDAGI HAI PAIGHAME KARBALA KA, DUNIYA KO PHIR SUNAO DIN HAI AZA KE LOGO, FARSHE AZA BICHAO ZAINAB KA THA YE NAUHA, GHAR LUT GAYA HAMARA KOI NAHIN HAMARA, BABA MADAD KO AAO DIN HAI AZA KE LOGO, FARSHE AZA BICHAO KEHTI HAI YE SAKINA, HU TEEN DIN SE PYAASI MAIDAAN SE AAKE AMMU, PAANI MUJHE PILAAO DIN HAI AZA KE
Recommended publications
  • 1. Tah E Dil Se Likhta Hun Yaro, Arz E Musannif Yeh Kaafi Hai, Alfaaz Ke Gehne Hote Hain La Shaoor, Gar Jazba E Dil Na Ho Arz E Sukhan Mein
    1. Tah e dil se likhta hun yaro, Arz e musannif yeh kaafi hai, Alfaaz ke gehne hote hain la shaoor, Gar jazba e dil na ho arz e sukhan mein 2. Duago hun yaro baqi ke lamhe yunhi kat te jaayen, Do saans tumhare do mere, kashtiye zeest paar lagayen. 3. Kya dhadakte dil ko zindadili kehte hain? Kya zinda hone ko zindagi kehte hain? Maana, ke saans ka hona zaruri hai , Hum to yaro har pal zindagi ji lete hain. 4 Maujon ne saahil se kaha aamad o raft ke dauran, Hum to aati jaati hain sahara ban ke dikha zara. 5. Zuban ho shirin dil mein dua, Jabin e niyaz hai khuda ki rah. 6. Gar taskin mile tujhe ai raat, teri baahon mein so jaun , Tasavvur tera dil mein rahe, tere rukhsat hone ke baad. 7. Kabhi ro diye kabhi ansoo piye, Tujhe ai zindagi hum muskura kar jiye 8. Us din ka soch ‘ashok’ jab yeh jahan na hoga tere paas, Kis jahan mein hoga tu aur kya hoga tere saath. 10. Lamhe jee raha hun, taqaazaa waqt ka hai, Kaun jaane kitni baqi hai lamhon ki zindagi. 11. Kis naam se pukarun tujhe ai maalik, Har shakhs se nikle hai aah kuch alag. 12. Main jis ko chahun khuda bana lun, Yeh huq hai tumko mujhko bhi? Yaqin ho jis pe khuda wahi hai, Main kyon na yaqin ko khuda bana lun? 13. Jis shauhrat ki hai talab tujhe, woh shauhrat udti chidiya hai, Jis daal pe ja kar panchhi baithe, halki hai woh daal 'ashok'? 14.
    [Show full text]
  • Raazi V10 22-7-17 Clean
    DHARMA PRODUCTIONS JUNGLEE PICTURES DIRECTED BY MEGHNA GULZAR SCREENPLAY BHAVANI IYER & MEGHNA GULZAR DIALOGUE MEGHNA GULZAR BASED ON THE NOVEL “CALLING SEHMAT” BY HARINDER S SIKKA © Meghna Gulzar 2017 FADE IN: 1 INT. PAK ARMY HQ - SITUATION ROOM - EVENING Title Card: February 1971. Pakistan. A series of pictures, black-and-white, low exposure but clearly outlining two figures and faces that are in deep conversation are seen on an old fashioned projector screen. Uniformed top brass from all the defense services (Army, Navy and Air Force) and Pakistan’s Intelligence sit around a table, being briefed by BRIGADIER SYED (57), tall hard-eyed with a striking military bearing in his uniform. The meeting is already in session. Syed clicks a button to zoom in on one of the men in the projected photograph. SYED Bangaal mein aazaadi ki tehreek zor pakad rahi hai. Vahaan Awami League ki khufiya Military Council ke rehnuma ye shakhs hain – Colonel Usmani. Lt. GENERAL AMIR BEIG (68), grey-haired with cold eyes looks at the image. BEIG Election bhi jeet chuke hain. Inki neeyat kya hai? The other senior leaders at the table murmur similarly. SYED Mujibur Rahman ne apne saath kuchh aise log jama kar liye hain, jo ab apne-aap ko Mukti fauj kehlate hain... (looks around) Mukti - aazaadi.. Sniggers around the room. Syed clicks for the picture to zoom in to the other face, only partially seen. SYED (CONT’D) Aur ye shakhs hai Khalid Mir... Iski padtaal rakhna bahaut zaroori hai. Ye Hindustan ke Intelligence ke bade afsar hain... Murmurs around the room.
    [Show full text]
  • Bol Meri Machli Episode 20
    Bol Meri Machli Episode 20 Bol Meri Machli Episode 20 1 / 3 2 / 3 Desi forum tv serials; Meri zindagi hy tu Episode 20 - 7th February 2014; Re: Bol Meri Machli Episode 18; Dramas Episode 5 | Youtube Dramas; Zindagi Udaas ... Man Jalli. Sabz Pari Laal Kabootar. Carry on Humdum. Barish Kay Ansoo. Banjar Drama Serial by G3n1u5. Bol Meri Machli. Bol Meri Machli Episode 15 by sana .... This is a List of Pakistani dramas. The programs are categorized alphabetically. Contents ... Bilqees Kaur · Bin Roye · Bojh (Geo Entertainment); Bol Meri Machli (Geo Entertainment); Boota from Toba Tek Singh · Bulbulay · Bunty I Love You ... bol meri machli episode 1 bol meri machli episode 1, bol meri machli episode 15, bol meri machli episode 25, bol meri machli episode 19, bol meri machli episode 24, bol meri machli episode 16, bol meri machli episode 26, bol meri machli episode 27, bol meri machli episode 17, bol meri machli episode 20, bol meri machli episode 21 Watch Drama Serial Maikay Ko Dedo Sandes by Geo Tv - Episode 70 Watch Online/Download ... tv 20th Novembe; Maikay Ko Dedo Sandes Episode 70 Full on Geo tv 20th November 2015 ... Bol Meri Machli Episode Buri Aurat Episode 3.. Two episodes later, the widow in the serial, titled Dil Toh Bhatkey Ga, gives ... The third drama, Bol Meri Machli, which won an award at the Lux .... More S01E is the one hundred twenty-fourth episode of season one of. ... Bol Meri Machli Episode Buri Aurat Episode 3. Chand Parosa Last Episode.. Maikay Ko Dedo Sandes Episode 68 Har Pal Geo Top Pakistani Drama TV Serial ..
    [Show full text]
  • Of Sixth Edition
    BAYAAZ OF SIXTH EDITION All these nohay are available on: www.youtube.com/OldNohay (Links included with the text of each Nauha) Request to recite Surah-e-Fatiha for: Asghar Mirza Changezi (ibne Mirza Mumtaz Hussain) Noor Jehan Begum (binte Syed Wirasat Ali Rizvi) Agha Meher Qasim Qizalbash (ibne Agha Mumtaz Hussain) Naveed Banoo, Saeed Banoo & Fahmeed Banoo (binte Raza Haider Rizvi) All the Shayar E Ahlebait and Nauhakhwans who have passed away And All Momineen and Mominaat English Transliteration of Contents 1. Janab Aale Raza .................................................................................. 13 1.1. Pukari laash pe Zehra mere Hussain Hussain ....................................................13 1.2. Salaam Khak-na shi no n-pa .......................................................................................13 2. Janab Afsar Lucknowi Sahib ............................................................... 15 2.1. Raat aadhi aa gayi ai Jaan e Madar ghar mein aao .........................................15 3. Janab Ahsan Tabatabai Sahib ............................................................. 16 3.1. Karbala aaye thay Shah, Dunia se jaane ke liye ................................................16 4. Janab Ali Raza Baqri Sahib ................................................................. 17 4.1. Asghar Huñ Maiñ Asghar .........................................................................................17 5. Mohtarma Akthar Sahiba .................................................................... 18 5.1.
    [Show full text]
  • Pakistani Televisions' Content in 2020 Television Can Play A
    JMCS | JOURNAL OF MEDIA AND COMMUNICATION STUDIES Volume 1, Issue 2. July 2021 Programs for Children: Pakistani Televisions’ Content in 2020 Nabila Tabassum1 Abstract Television can play a significant role in nation building and children are generally viewed to be playing a vital role in building the image of a nation. Due to its significance, recent years have seen a worldwide rise in the media content that focuses children as the target audience. Several studies had investigated Pakistani televisions’ content with reference to adults, women and youth audiences. Studies related to children had mostly focused on the impact of television content on children or children's attitudes towards television content. However, the impact of educating and entertaining television on Pakistani children has received limited attention. Therefore, this paper initiated to examine the role of Pakistani television channels to educate or entertain Pakistani children, during January-December 2020. The foremost objective of this paper is to examine the proportion of children's programs in the top four Pakistani entertainment television channels. For this reason, the transmissions of top five Pakistani general entertainment television channels were taken into account included; Hum TV HD, ARY Digital, Geo Entertainment, and ARY Zindagi. The study found only a few programs for children that were fulfilling the purposes of entertaining and educating. Hence, Pakistani television channels are not fulfilling their responsibility in nation-building, as being a social agent of change, the media is responsible to play a key role in building their character and improving the ethical standards of Pakistani children. Keywords: Children Programs, Entertainment, Nation Building, Pakistani Television, Social Responsibility.
    [Show full text]
  • Anthems of Resistance
    A Celebration of Progressive Urdu Poetry Anthems of Resistance So what if my pen has been snatched away from me I hav dipped my fingers in the blood of my heart So what if my mouth has been sealed, I have turned Every link of my chain in to a speaking tonge Ali Husain Mir & Raza Mir 1 Anthems of Resistance A Celebration of Progressive Urdu Poetry Ali Husain Mir & Raza Mir IndiaInk 2 Brahma’s Dream ROLI BOOKS © Ali Husain Mir and Raza Mir, 2006 First published in 2006 IndiaInk An imprint of Roli Books Pvt. Ltd. M-75, G.K. II Market New Delhi 110 048 Phones: ++91 (011) 2921 2271, 2921 2782 2921 0886, Fax: ++91 (011) 2921 7185 E-mail: [email protected]; Website: rolibooks.com Also at Varanasi, Bangalore, Jaipur Cover : Arati Subramanyam Layout : Narendra Shahi ISBN: 81-86939-26-1 Rs. 295 Typeset in CentSchbook BT by Roli Books Pvt. Ltd. and printed at Syndicate Binders, New Delhi 3 CONTENTS Acknowledgements A Note on Translation and Transliteration Preface 1 Over Chinese Food: The Progressive Writers’ Association 2 Urdu Poetry and the Progressive Aesthetic 3 Saare Jahaan Se Achcha: Progressive Poets and the Problematic of Nationalism 4 From Home to the World: The Internationalist Ethos 5 Dream and Nightmare: The Flirtation with Modernity 6 Progressive Poetry and Film Lyrics 7 Voh Yaar Hai Jo Khushboo Ki Taraah, Jis Ki Zubaañ Urdu Ki Taraah 8 An Exemplary Progressive: The Aesthetic Experiment of Sahir Ludhianvi 9 Javed Akhtar’s Quiver of Progressive Arrows: A Legacy Survives 10 New Standard Bearers of Progressive Urdu Poetry: The Feminist Poets 11 A Requiem ..
    [Show full text]
  • Ajib-Tarz.Pdf
    Ajib tarz-e-mulaqat ab k bar rahi tumhin the badle hue ya meri nigahen thin tumhari nazron se lagta tha jaise meri bajaye tumhare ghar main koi aur shakhs aya hai tumhare ohad ki denen tumhen mubarak so tum ne mera swagat usi tarah se kiya jo afsaran-e-hukumat k aitaqad main hai takallufan mere nazdik a k baith gaye phir ehtamam se mausam ka zikr cher diya kuch us k bad siyasat ki bat bhi nikli adab par bhi koi do char tabsare faramaye magar na tum ne hamesha ki tarah ye pucha kya waqt kaisa guzarta hai tera jan-e-hayat pahar din ki aziyat main kitni shiddat hai ujar rat ki tanhai kya qayamat hai shabon ki sust rawi ka tujhe bhi shikwa hai gam-e-firaq k qisse nishat-e-wasl ka zikr bozdar.comrawayatan hi sahi koi bat to karte. ek zara sher kahun aur main kya kya dekhun nind a jaye to kya mahfilen barpa dekhun ankh khul jaye to tanhai ka sahra dekhun sham bhi ho gai dhundhala gai ankhen bhi meri bhulnewale main kab tak tera rasta dekhun sab ziden us ki main puri karun har bat sunun ek bache ki tarah se use hansta dekhun mujh pe cha jaye wo barsat ki khushbu ki tarah ang ang apna usi rut main mahakta dekhun tu meri tarah se yakta hai magar mere habib ji main ata hai koi aur bhi tujh sa dekhun main ne jis lamhe ko puja hai use bas ek bar khwab ban kar teri ankhon main utarta dekhun tu mera kuch nahin lagta hai magar jan-e-hayat jane kyon tere liye dil ko dharakta dekhun apni ruswai tere nam ka charcha dekhun.
    [Show full text]
  • SONG CODE and Send to 4000 to Set a Song As Your Welcome Tune
    Type WT<space>SONG CODE and send to 4000 to set a song as your Welcome Tune Song Name Song Code Artist/Movie/Album Aaj Apchaa Raate 5631 Anindya N Upal Ami Pathbhola Ek Pathik Esechhi 5633 Hemanta Mukherjee N Asha Bhosle Andhakarer Pare 5634 Somlata Acharyya Chowdhury Ashaa Jaoa 5635 Boney Chakravarty Auld Lang Syne And Purano Sei Diner Katha 5636 Shano Banerji N Subhajit Mukherjee Badrakto 5637 Rupam Islam Bak Bak Bakam Bakam 5638 Priya Bhattacharya N Chorus Bhalobese Diganta Diyechho 5639 Hemanta Mukherjee N Asha Bhosle Bhootader Bechitranusthan 56310 Dola Ganguli Parama Banerjee Shano Banerji N Aneek Dutta Bhooter Bhobishyot 56312 Rupankar Bagchi Bhooter Bhobishyot karaoke Track 56311 Instrumental Brishti 56313 Anjan Dutt N Somlata Acharyya Chowdhury Bum Bum Chika Bum 56315 Shamik Sinha n sumit Samaddar Bum Bum Chika Bum karaoke Track 56314 Instrumental Chalo Jai 56316 Somlata Acharyya Chowdhury Chena Chena 56317 Zubeen Garg N Anindita Chena Shona Prithibita 56318 Nachiketa Chakraborty Deep Jwele Oi Tara 56319 Asha Bhosle Dekhlam Dekhar Par 56320 Javed Ali N Anwesha Dutta Gupta Ei To Aami Club Kolkata Mix 56321 Rupam Islam Ei To Aami One 56322 Rupam Islam Ei To Aami Three 56323 Rupam Islam Ei To Aami Two 56324 Rupam Islam Ek Jhatkay Baba Ma Raji 56325 Shaan n mahalakshmi Iyer Ekali Biral Niral Shayane 56326 Asha Bhosle Ekla Anek Door 56327 Somlata Acharyya Chowdhury Gaanola 56328 Kabir Suman Hate Tomar Kaita Rekha 56329 Boney Chakravarty Jagorane Jay Bibhabori 56330 Kabir Suman Anjan Dutt N Somlata Acharyya Chowdhury Jatiswar 56361
    [Show full text]
  • Zaroorat E Mazhab
    Aqaid Chapter 1 ZAROORAT E MAZHAB Darakht jungle mein bhi ugte hain, baagh aur chaman mein bhi lagaye jate hain, liken jungle mein aadmi jaate huwe darta hai aur baagh mein jane ko iska jee chahta hai. Yeh sirf is liye hai ki jungle mein kisi qayda aur qanoon ke baghair darakht ugte hain, aur baagh mein qayde se lagaye jate hain. Jungle mein koi maali darakhton ki dekh bhaal nahi karta hai aur baagh mein maali darakhton ki dekhbhaal karta hai. Insaanon ko bhi agar baghair qayda aur qanoon ke jeene ka mauqa diya jaye to insano ki aabaadi bhi jungle ka namuna ban jayegi aur agar qayda aur qanoon se log zindagi basar karenge to aadmiyon ki bastiyan jannat ka namoona ban jayengi. Lihaza zaroorat hai aise qanoon ki jo insaan ko jine ka tareeqa bataye aur isi qanoon ka naam mazhab hai Insanon ke is chaman ke baaghbaan Nabi aur Imam hote hain jinko Khuda ne hamesha hamari hidayat ke liye bheja hai. M06 Page AQA-1 v3.00 Aqaid Chapter 2 KYA KHUDA NAHI HAI ? Islami dunya mein jahan be shumaar mazhab wale paaye jaate hain wahan kuch log la mazhab bhi hai. Ye log apne aap ko “Dehriya” kehte hain. Inka khayal hai ke yah dunya baghair kisi khuda ke ek din aap hi aap paida ho gayi hai aur ek din ayega jab aap hi aap mitt jayegi In logon ke samne dunya ki koi cheez aisi nahi hai jiske liye kaha ja sake ye khud ba khud paida ho gayee hai laiken sirf khuda ka inkaar karne ke liye yeh kehne lage hain ke yeh puri dunya baghair paida karne wale ke paida ho gayi hai Hamare chatte (6th) Imam Jafar e Saadiq (as) ke paas ek dehriya aaya jiska naam Abdullah Dehsani tha.
    [Show full text]
  • Code Date Description Channel TV001 30-07-2017 & JARA HATKE STAR Pravah TV002 07-05-2015 10 ML LOVE STAR Gold HD TV003 05-02
    Code Date Description Channel TV001 30-07-2017 & JARA HATKE STAR Pravah TV002 07-05-2015 10 ML LOVE STAR Gold HD TV003 05-02-2018 108 TEERTH YATRA Sony Wah TV004 07-05-2017 1234 Zee Talkies HD TV005 18-06-2017 13 NO TARACHAND LANE Zee Bangla HD TV006 27-09-2015 13 NUMBER TARACHAND LANE Zee Bangla Cinema TV007 25-08-2016 2012 RETURNS Zee Action TV008 02-07-2015 22 SE SHRAVAN Jalsha Movies TV009 04-04-2017 22 SE SRABON Jalsha Movies HD TV010 24-09-2016 27 DOWN Zee Classic TV011 26-12-2018 27 MAVALLI CIRCLE Star Suvarna Plus TV012 28-08-2016 3 AM THE HOUR OF THE DEAD Zee Cinema HD TV013 04-01-2016 3 BAYAKA FAJITI AIKA Zee Talkies TV014 22-06-2017 3 BAYAKA FAJITI AIYKA Zee Talkies TV015 21-02-2016 3 GUTTU ONDHU SULLU ONDHU Star Suvarna TV016 12-05-2017 3 GUTTU ONDU SULLU ONDU NIJA Star Suvarna Plus TV017 26-08-2017 31ST OCTOBER STAR Gold Select HD TV018 25-07-2015 3G Sony MIX TV019 01-04-2016 3NE CLASS MANJA B COM BHAGYA Star Suvarna TV020 03-12-2015 4 STUDENTS STAR Vijay TV021 04-08-2018 400 Star Suvarna Plus TV022 05-11-2015 5 IDIOTS Star Suvarna Plus TV023 27-02-2017 50 LAKH Sony Wah TV024 13-03-2017 6 CANDLES Zee Tamil TV025 02-01-2016 6 MELUGUVATHIGAL Zee Tamil TV026 05-12-2016 6 TA NAGAD Jalsha Movies TV027 10-01-2016 6-5=2 Star Suvarna TV028 27-08-2015 7 O CLOCK Zee Kannada TV029 02-03-2016 7 SAAL BAAD Sony Pal TV030 01-04-2017 73 SHAANTHI NIVAASA Zee Kannada TV031 04-01-2016 73 SHANTI NIVASA Zee Kannada TV032 09-06-2018 8 THOTAKKAL STAR Gold HD TV033 28-01-2016 9 MAHINE 9 DIWAS Zee Talkies TV034 10-02-2018 A Zee Kannada TV035 20-08-2017
    [Show full text]
  • Roohani Daak (1)
    Roohani Daak (1) (Roman Urdu) KHWAJA SHAMSUDDIN AZEEMI www.ksars.org Khwaja Shamsuddin Azeemi Research Society 1 Roohani Daak (1) Roohani Daak (01) Compiled By RAMSHA AHMED AZEEMI www.ksars.org www.ksars.org Khwaja Shamsuddin Azeemi Research Soceity 2 Roohani Daak (1) Fehrist 15 .............................................................................. Aulaad Nahi Hoti 15 .................................................................................. Allergy Ka Ilaaj 16 ................................................................ Aik So Pachaas Cheenkain 16 ................................................................................................. Udasi 17 ............................................................. Ungliyan Kashish Ka Zareya 17 ................................................................................... Aulaad Narina 17 ................................................................................ Aulaad Nahi Hui 18 ............................................................................ Androoni Bukhaar 19 ..................................................................................... Ehsas Kamtri 20 ....................................................................... Istaghna Aur Calories 21 ................................................................................... Insani Voltage 22 ....................................................................... Aik Laakh Khwahisaat 23 ............................................................................. Abnormal Zindagi
    [Show full text]
  • Constructing Pathways to Translation: a Study in Translation Pedagogy and Process [From English Into Urdu and Vice Versa]
    i CONSTRUCTING PATHWAYS TO TRANSLATION: A STUDY IN TRANSLATION PEDAGOGY AND PROCESS [FROM ENGLISH INTO URDU AND VICE VERSA] PART II By Nighat Shakur NATIONAL UNIVERSITY OF MODERN LANGUAGES ISLAMABAD May 2008 ii TABLE OF CONTENTS Page Chapter 05 RESEARCH METHODOLOGY AND DATA ANALYSIS----------01 5.1 Methodology-----------------------------------------------------------------------------01 5.1.1 Types of Research------------------------------------------------------------------02 5.1.2 Content Analysis------------------------------------------------------------------02 5.1.3 Objectives of Research-----------------------------------------------------------02 5.1.4 Unit of Data Analysis-------------------------------------------------------------02 5.1.5 Rationale of Data Analysis-------------------------------------------------------03 5.1.6 Sampling: Purposive Sampling; Maximum Variation Sampling-----------03 5.1.7 Size of Sample---------------------------------------------------------------------04 5.1.8 Data Collection Method: Data Triangulation---------------------------------04 5.1.9 Coding Categories-----------------------------------------------------------------05 5.1.10 Standards of Data Collection and Data Analysis----------------------------05 5.2 ANALYSIS OF THE NOVEL: THE OLD MAN AND THE SEA (THE SOURCE TEXT)-------------------------------------------------------------------------07 5.3 The Author: Ernest Hemingway--------------------------------------------------------07 5.4 Themes in the ‘Old Man and the Sea’-------------------------------------------------08
    [Show full text]