501. Jaane Do Yaaro Mujhe Mat Roko, Udta Hai Uqaab Jeene Ke Liye, Nazar Aata Hai Rizq Falak Se Mujhe, Maut Aaye Zamin Per Gar Parvaaz Na Ho

Total Page:16

File Type:pdf, Size:1020Kb

501. Jaane Do Yaaro Mujhe Mat Roko, Udta Hai Uqaab Jeene Ke Liye, Nazar Aata Hai Rizq Falak Se Mujhe, Maut Aaye Zamin Per Gar Parvaaz Na Ho 501. Jaane do yaaro mujhe mat roko, Udta hai uqaab jeene ke liye, Nazar aata hai rizq falak se mujhe, Maut aaye zamin per gar parvaaz na ho. 502. Ai baad e saba tu hi bata, Milega kahan mujhko mera khuda. Gunagunaati hui hawa ne kaha, Na tera na mera pur jahan ka khuda, Jisey dhundta hai bande woh tere qarib, Muflis hai woh insan jisey khuda na mila. Dil jhaank kar tum dekho basa hai khuda, Nigahen utaro tum dil tak zara, Yun keh kar hawa phir chalti bani, Dhundta reh gaya main khuda ko saba. 503. Kis ke dil mein kya chhupa hai, Raaz kis ke dil mein kya, Bharosa dil per kya karun, Be imaan hai dil khudaya, Bhul sakey yeh tujhko bhi, Haafiza intekhaabi hai, Jis pe roye zaar zaar, Usi ka dil dukhaaye bhi, Bechara ban kar ruth jaaye, Ruth kar yeh sab ko sataaye, Kya shai banayi tu ne maula, Kya tera dil bhi ruth jaaye, Mujhse kyun khafaa hai tu, Qusur mera to bataa, Mujhko hi bhulaa kar maula, Is dil ne tujhko yaad kiya. 504. Aftab na dubey to kya karoge sitaro, Waqt aayega kaise jahan mein tumhara, Raat guzarne pe na aaye sahr hogi kaise, Dastur e jahan hai kashti dhunde hai kinara. 505. Bismil hun yaro zakhm taaza na karo, Taslim hai sazaa mujhko aib joi ab na karo, 506. Maujon ki ravani dekh kar peeta hun be hisaab, Seeney mein valvale uthen saahil ki hai talaash. 507. Nakhuda mujhe mila khuda na mila, Jo kashti meri lagaaye paar kya woh khuda na hua, 508. Baanwara hai dil mera kis per kab aa jaaye Na bhanwara jaane, na main janun, na jaane mera dil. 509. Shikayat nahin kuchh gham se mujhe, Bas yun hi keh diya, Thodi si khushi mil jaaye ya rab, Kaafi hai jeene ke liye. 510. Mustaqbil jaan kar kya karoge, Maazi bhi to mustaqbil tha , Woh mustaqbil kyun maazi bana, Us mustaqbil ka kya hua. 511. Andheri raat mein sitare na nazar aayen, Aur jal chuka ho dil to bahaaren kya nazar aayen. Kis kis se ja kar puchhun kiske dil mein kya , Har dil mein uthte hain valvale, kis ke dil ke nazar aayen. Bismil dil ke zakhm bhar bhi jaayen, Us dil se pooch, kya usey zakhm phir bhi nazar aayen. Imtehan diye hain musalsal ya rab, Jalwe tere phir bhi har dum nazar aayen. 512. Auron mein hain kya khaamiyan us se tumhen kya vasta, Khud ko tum bana lo achha kaafi hai dosto 513. Na poochhun main tujhse kyun khafa hai to khudaya, Kya gunah kiye hain maine kya gila hai tera mujhse, Puja hai main ne tujhko sajde kiye barabar, Kya khata thi meri maalik rah mili na tere ghar ki. Tu hi bata, ai parvar, kis rah pe ab chalun main, Us rah pe le chal mujhko jis rah pe tu ho har su. 514. Jab bhi hota hun tanha yaad aati hai teri , Us waqt hi to ya rab main saath apne hota hun. 515. Khil uthta hai dil ghunche ki tarah, Muskurate huay aati hai jab baad e saba, Saanson mein taazgi aankhon mein nur, Chalti hai dheere dheere jab baad e saba, Gulshan mein bahaar phoolon ki mahk, Khizan ke parde se bachaati hai baad e saba, Ai baad e saba gar tu na ho, Zindagi na ho kuchh bhi na ho, Tu aati rahe jhulati rahe, Kya kehne tere tu hai baad e saba. 516. Na samjha paya hun na samjhunga teri duniya ko ya rab, Kaafi hai ke yaqin hai tujh per, tere rahm per khudaya. 517. Kaise bantega dil ka dard, Milega kab hamdard mujhe, Had se jo guzar gaya, Vapas usey laayega kaun, Naazuk hai dil nazuk mizaaj Naazuk unka ghamza hai, Ruth jaaye gar haseena, Samjhaaye aur manaaye kaun, Jaane do yaro nakhre hain unke, Nakhre aate jaate hain, Aisa hota hai dard yaro, Aaj be haal kal ki khabar kisey . 518. Jab bhi main fikr e shauhrat karta hun, Apni hi hasti se yaro, na vaqif mahsus karta hun. 519. Mat poochho momin kyon hun, Kahin poochh na baithun tum kafir kyon ho, Yaqin hai mujhe khuda per, tumko khud per, Hurriyat gar tumko hai mujhko kyon na. 520. Jo na ho zikre uqba na fikre duniya, Kya karega vaiz, kyon saqi na kaafi hoga, Soch lo yaro sochna hai zaruri, Gar maikada ho kaafi to zahid kya karega. 521. Fikr liye hain main ne jahan bhar ki apne sar, Fursat di hai tujhko maula tu mere bare mein soch. 522. Hum to samjhe the guzar jaayenge aasan, Jigar na maana ke behta khoon na ho, Kitna zakhmi tha dil khabar thi na hamen, Woh dil hi kya jo bismil na ho. Maut ka aana lazim hai 'ashok', Mazaa kya aaye gar bahaana na ho. 523. Is deewangi se bacha le ya rab, Fikr ab apni na rahi auron ki kya karunga. Rakhega hisaab kya saanson ka 'ashok' Ikhtiar kisey hai kya, humdum, nabz e saa't per . Kaise samjhaun tumko tariqa e zindagi kya hai , Jaise samajh mein aaye jee lo , manzil to ek hi hai . Insan woh dikha de vaaiz jo gunahgar na ho, Aur main dikhaun uske dil ka paighambar tujhko. 524. Naqab zulmat ki pahn ai shab e hijr, Ro lun main raat bhar savera na ho kabhi, Mil gayi raahat na aayegi yad teri, Dard e dil na ho to dard e hijr kya. 525. Kyon ke hum ne masjid mein sajde na kiye, Momin hum kum nahin khuda to dil mein basta hai yaro. 526. Dekhta hun jab bhi ghurub e aftab, Nazar aaye hai labon ki laali tere husn ka aks. 527. Hote hain shauhar sabke achhe, Apna hi khavind namurad sa nikla, Aam taur se qismat hoti hai achhi, Kuchh taalon ki chaabi barabar na nikli. Lajawab hota hai husn hamesha, Zamana bhale jo khamiyan nikale, Baal hote hain kaale bhure ya safed, In nilon aur pilon ka matlab kya nikalen, Na shak karna kabhi iradon pe mere, Na shak ho hamen ke tumhen dil se nikalen, 528. Dar ba dar ghuma kiye talash e khushi mein hum safar, Kya maikhana, kya yaarana ai khushi tujhse kay dil lagana, Khwab hai tu saraab hai tu subu o sharaab hai tu, Nasha tera hai aarizi, ghamon ki paasban hai tu. 529. Woh sawaal na karna kabhi jis ka jawab na sun sako, Us rah per na chalna kabhi jis per jalti shama na ho. 530. Jashn manao mohabbat mein sanam, Dil de chuke tumko so tumhare huay, Jashn manao raat zinda hai hanoz, Chale ao, aaz sare nau, muddat hui dekhe huay, Jashn manao jaag uthi hai umeed, Rote dilon ke ashk bhi khusk huay, Jashn manao bahaar aa rahi hai gulshan mein, Khizan ke yar dost ab wahan se rukhsat huay, Jashn manao unke aane ki khushi mein, Murjhate gul phir jawaan huay, Jashn manao baad e saba ke jhonkon ne Neend udaayi aur hum aagah huay. 531. Jitna gehra ho khayal utne hi aasan alfaz mein kaho, Sun ne wala samjhega, tumhari azmat kam na hogi. 532. Inayat hui itni mujh per khuda ki, Tum kya naved sunaoge mujhko vaiz, Maikhane se hai aashnayi gehri, Tum kis rah pe ab chalaoge vaiz, Gunahgaron ko pahunchta hai haq muafi ka Khatayen muaf, kin gunahon ka zikr karte ho vaiz, Peena gunah nahin kya khabar na thi tujhe, Hosh mandon ko rah pe lao, yaqin mujhe bhi ho vaiz, Kitna sach, kitna jhuth, hai teri baaton mein, Poochhunga main khuda se, apni tanhai se vaiz, 533. Tham sa gaya tha woh lamha, Jumbish tujhe tab kya hua? Jo aaj hun main woh kal na tha, Us kal ko phir aaj kya hua? Roye hain hum hazaar baar, Bahe they ansoo zaar zaar, Na woh hum rahe na rona raha, Un ashkon ka bhala phir kya hua? Khabar kisey hai kya 'ashok' Maazi o mustaqbil hai kya, Jo aaj hai tu so hai tera , Kaun jaane kal hoga kya. 534. Woh jalwa dikha de mujhko jis mein tu na ho, Kya shai hai jahan mein maula jis mein tu na ho, Saansen na aayen mujhko na kisi aur ko kabhi, Hawaayen na chal saken gar un mein tu na ho, Chaurahe pe musafir, safar tai na kar sake, Kaise miley manzil use gar hamsafar tu na ho, So rahe raahi rahzan hain aas pas, Kaun jagayega unhen jo pasban tu na ho, Dubti hui kashti maujon ki talatum mein, Sahil na pahunch paaye gar himayat teri na ho. 535. Thodi si der hui mujhe aane ki , Jaldi itni unhen, sunwayi na hui bahane ki, Tasvir dil mein liye ghumte hain, Zarurat na padi kahin aane jaane ki, Tadbir achhi thi socha na tha, Minnat na karni padi ab bahane ki, Dhund lunga phir tere ghar ka raasta, Zehmat na dunga yara tujhe aane ki, Aa jaati hai mujhko neend rote rote, Lorion ko zarurat na padi sulaane ki, Mushkilen aati rahin zindagi mein musalsal, Rehmat teri khudaya, mujhko zarurat na padi suljhane ki. 536. Dil ki suno, kabhi na bhi suno, Khabar rahe use ikhtiyar kis ka hai. 537. Jis rah pe chal raha hun kuch halki hai zamin, Kahin dafn na ho jaaun is rah pe chalte chalte, Yad rahe hamesha buniyad ho so pakki, Khandar bane imarat yeh na ho chalte chalte Napaidar hon iraade, haasil na hoga kuchh bhi, Dar dar ke chaloge, chaloge rukte rukte, Thak jaoge chalte chalte, faisalon ke darmiyan, Aar, na paar, na majhdar chalte chalte, Yad rahe bando, jaanaa hai chalte chalte, Qadam na dagmagayen, manzil ko chalte chalte, Keh gaye masiha baat apni karte karte, Tere liye jaan di hai bande, saans nikle halke halke, 538.
Recommended publications
  • 1. Tah E Dil Se Likhta Hun Yaro, Arz E Musannif Yeh Kaafi Hai, Alfaaz Ke Gehne Hote Hain La Shaoor, Gar Jazba E Dil Na Ho Arz E Sukhan Mein
    1. Tah e dil se likhta hun yaro, Arz e musannif yeh kaafi hai, Alfaaz ke gehne hote hain la shaoor, Gar jazba e dil na ho arz e sukhan mein 2. Duago hun yaro baqi ke lamhe yunhi kat te jaayen, Do saans tumhare do mere, kashtiye zeest paar lagayen. 3. Kya dhadakte dil ko zindadili kehte hain? Kya zinda hone ko zindagi kehte hain? Maana, ke saans ka hona zaruri hai , Hum to yaro har pal zindagi ji lete hain. 4 Maujon ne saahil se kaha aamad o raft ke dauran, Hum to aati jaati hain sahara ban ke dikha zara. 5. Zuban ho shirin dil mein dua, Jabin e niyaz hai khuda ki rah. 6. Gar taskin mile tujhe ai raat, teri baahon mein so jaun , Tasavvur tera dil mein rahe, tere rukhsat hone ke baad. 7. Kabhi ro diye kabhi ansoo piye, Tujhe ai zindagi hum muskura kar jiye 8. Us din ka soch ‘ashok’ jab yeh jahan na hoga tere paas, Kis jahan mein hoga tu aur kya hoga tere saath. 10. Lamhe jee raha hun, taqaazaa waqt ka hai, Kaun jaane kitni baqi hai lamhon ki zindagi. 11. Kis naam se pukarun tujhe ai maalik, Har shakhs se nikle hai aah kuch alag. 12. Main jis ko chahun khuda bana lun, Yeh huq hai tumko mujhko bhi? Yaqin ho jis pe khuda wahi hai, Main kyon na yaqin ko khuda bana lun? 13. Jis shauhrat ki hai talab tujhe, woh shauhrat udti chidiya hai, Jis daal pe ja kar panchhi baithe, halki hai woh daal 'ashok'? 14.
    [Show full text]
  • Authority, Knowledge and Practice in Unani Tibb in India, C. 1890
    Authority, Knowledge and Practice in UnaniTibb in India, c. 1890 -1930 Guy Nicolas Anthony Attewell Dissertation submitted in partial fulfilment for the degree of Doctor of Philosophy, School of Oriental and African Studies, University of London ProQuest Number: 10673235 All rights reserved INFORMATION TO ALL USERS The quality of this reproduction is dependent upon the quality of the copy submitted. In the unlikely event that the author did not send a com plete manuscript and there are missing pages, these will be noted. Also, if material had to be removed, a note will indicate the deletion. uest ProQuest 10673235 Published by ProQuest LLC(2017). Copyright of the Dissertation is held by the Author. All rights reserved. This work is protected against unauthorized copying under Title 17, United States C ode Microform Edition © ProQuest LLC. ProQuest LLC. 789 East Eisenhower Parkway P.O. Box 1346 Ann Arbor, Ml 48106- 1346 Abstract This thesis breaks away from the prevailing notion of unanitibb as a ‘system’ of medicine by drawing attention to some key arenas in which unani practice was reinvented in the early twentieth century. Specialist and non-specialist media have projected unani tibb as a seamless continuation of Galenic and later West Asian ‘Islamic’ elaborations. In this thesis unani Jibb in early twentieth-century India is understood as a loosely conjoined set of healing practices which all drew, to various extents, on the understanding of the body as a site for the interplay of elemental forces, processes and fluids (humours). The thesis shows that in early twentieth-century unani ///)/; the boundaries between humoral, moral, religious and biomedical ideas were porous, fracturing the realities of unani practice beyond interpretations of suffering derived from a solely humoral perspective.
    [Show full text]
  • Pop Compact Disc Releases - Updated 08/29/21
    2011 UNIVERSITY AVENUE BERKELEY, CA 94704, USA TEL: 510.548.6220 www.shrimatis.com FAX: 510.548.1838 PRICES & TERMS SUBJECT TO CHANGE WITHOUT NOTICE INTERNATIONAL ORDERS ARE NOW ACCEPTED INTERNATIONAL ORDERS ARE GENERALLY SHIPPED THRU THE U.S. POSTAL SERVICE. CHARGES VARY BY COUNTRY. WE WILL ALWAYS COMPARE VARIOUS METHODS OF SHIPMENT TO KEEP THE SHIPPING COST AS LOW AS POSSIBLE PAYMENT FOR ORDERS MUST BE MADE BY CREDIT CARD PLEASE NOTE - ALL ITEMS ARE LIMITED TO STOCK ON HAND POP COMPACT DISC RELEASES - UPDATED 08/29/21 Pop LABEL: AAROHI PRODUCTIONS $7.66 APCD 001 Rawals (Hitesh, Paras & Rupesh) "Pehli Nazar" / Pehli Nazar, Meri Nigahon Me, Aaja Aaja, Me Dil Hu, Tujhko Banaya, Tujhko Banaya (Sad), Humne Tumko, Oh Hasina, Me Tera Hu Diwana (ADD) LABEL: AUDIOREC $6.99 ARCD 2017 Shreeti "Mere Sapano Mein" (Music: Rajesh Tailor) Mere Sapano Mein, Jatey Jatey, Ek Khat, Teri Dosti, Jaan E Jaan, Tumhara Dil - 2 Versions, Shehenayi Ke Soor, Chalte Chalte, Instrumental (ADD) $6.99 ARCD 2082 Bali Brahmbhatt "Sparks of Love" / Karle Tu Reggae Reggae, O Sanam, Just Between You N Me, Mere Humdum, Jaana O Meri Jaana, Disco Ho Ya Reggae, Jhoom Jhoom Chak Chak, Pyar Ke Rang, Aag Ke Bina Dhuan Nahin, Ja Rahe Ho / Introducing Jayshree Gohil (ADD) LABEL: AVS MUSIC $3.99 AVS 001 Anamika "Kamaal Ho Gaya" / Kamaal Ho Gaya, Nach Lain De, Dhola Dhol, Badhai Ho Badhai, Beetiyan Kahaniyan, Aa Bhi Ja, Kahaan Le Gayee, You & Me LABEL: BMG CRESCENDO (BUDGET) $6.99 CD 40139 Keh Diya Pyar Se / Lucky Ali - O Sanam / Vikas Bhalla - Dhuan, Keh Diya Pyar Se / Anaida -
    [Show full text]
  • Melacak Titik Temu Ajaran Dua Tarekat (Sy惟iliyah Dan
    Naskah Maw±hib Rabb al-Falaq: Melacak Titik Temu Ajaran Dua Tarekat (Sy±©iliyah dan Naqsyabandiyah) di Minangkabau Syofyan Hadi Institut Agama Islam Negeri (IAIN) Imam Bonjol Padang [email protected] Maw±hib rabb al-falaq bi-syarh qa¡³dah binti al-milaq is the book of Sufism and the teaching of Naqsyabandiyah school of thought. This book showed us there was any dialogical process of the Sufism development in Indonesia. On this scripts, it was found the turning point of the teachings of both Naqsyabandiyah developed by Syekh Ism±’il al-Kh±lidi al- Minangkabawi and the teaching of Sy±©³liyah order. That turning point occurs in some aspects of teachings, such as the rabitah concept, mursyid of kamil mukammil, the concept of ma’rifah, the firmness in holding Shari’a, views on Wali Allah. The author, Syekh Ism±’³l was the follower of the teaching of the Sy±©³liyah order, besides he was also recognized as he central figure of Naqsyabandiyah order in Archipelago. Keywords: maw±hib, turning point of the teaching, Naqsyabandiyah, Sy±©³liyah. Naskah Maw±hib rabb al-falaq bi-syarh qa¡³dah binti al-milaq adalah sebuah kitab yang kandungannya membicarakan tasawuf dan ajaran tarekat Naqsyabandiyah. Naskah ini memberikan bukti proses dialogis perkembangan tasawuf di Indonesia. Dalam naskah ini ditemukan terjadinya titik temu ajaran tarekat Naqsyabandiyah yang dikembangkan oleh Syekh Ism±’il al-Kh±lidi al-Minagkabawi dengan ajaran tarekat Sy±©³liyah. Titik temu tersebut terjadi pada beberapa aspek ajaran, seperti konsep r±bi¯ah, konsep mursyid yang kamil mukammil, konsep ma’rifah, keteguhan dalam memegang syari’at, pandangan terhadap waliyullah.
    [Show full text]
  • Haddithu 'An Bani Isra'ila Wa-Ia Haraja a Study of an Early Tradition
    Haddithu 'an bani isra'ila wa-Ia haraja A Study of an early tradition This widely current tradition was variously interpreted by Muslim scholars. They differed in their opinions about the significance of the words of this hadith, its intent and its implications. The core of the discussion lay in fact in the problem whether it was lawful to turn to Jewish and Christian sources for guidance, to study Jewish and Christian compilations and to incorporate certain aspects from them into the Muslim cultural tradition and belief. Scru- tiny of some of these discussions may help to elucidate the tendencies of the various religious groups in Islam and assist us in gaining a deeper insight into the attitudes of Muslim scholars. I The tradition Haddithu 'an bani isra'il was considered by Goldziher as one which is opposed to the trend of Muslim orthodox scholars who watched with reluctance the influence of Jewish Aggada and of Christian legends on Muslim tradition.1 The transmission of this hadith, says Goldziher, serves as evidence of the controversy among the scholars of the second century about the trans- mission of Jewish lore. The earliest source in which this tradition is recorded is the Risala of al-Shafi'i (d. 204).2 This tradition is also reported in the Jami' of Ma'mar b. Rashid (d. 154),3 and in 'Abd al-Razzaq's Musannafwith the following isnad: 'Abd al-Razzaq > aI-Auza'I4 > Hassan b. 'AtiyyaS > Abu Kabsha6 > 'Abdallah b. 'Amr b. aI- 'As. The Prophet said: "Transmit on my authority, be it even one verse (from the Qur'an), narrate (traditions) concerning the Children of Israel and there 1 Muhammedanische Studien (Halle, 1890), II, 137, note 3; and see G.
    [Show full text]
  • With Bilal Abbas Khan's Much-Awaited
    MANAGING & PUBLISHING DIRECTOR S. Afaq Bukhari [email protected] EXECUTIVE EDITOR Ahmad Nadeem [email protected] CONTRIBUTING EDITOR Mukhtar Ahmad Fashion Coordinator Ahsan Hussain DESIGNER Hasnain Raza JUNIOR GRAPHIC DESIGNER Rafia Nadeem ASST. PHOTO EDITOR Zaffir Hussain Bokhari CONTRIBUTING EDITORS Syed Qamer Bukhari (UK) Syed Zakir Bukhari (USA) ADVERTISING / MARKETING MANAGER MARKETING 0321 4603856, 042 -35914296 [email protected] RAWALPINDI / ISLAMABAD Rauf Jameel 0320 4910669 EDITORIAL & MARKETING Email: [email protected] FIND US ON AHMAD NADEEM : Me & My Wedding Magazine Executive Editor : meandmyweddingmagazine [email protected] : meandmywedding : MeAndMyWedding1 : Me & My Wedding Cover Look Views reflected in the Articles / Features by the contributing writers, do not necessarily shared by the Editor. While every effort has been made to ensure the accuracy of information in this Magazine, no responsibility can be accepted by the www.meandmywedding.org Publication for the material supplied by Advertisers for their Advertisements / Photoshoots Presented in this Magazine. All Rights Reserved Studio Address: 6G1 Block H Mm Alam Extension Road Near Sukhchain Club Gulberg 2 Lahore Pakistan Sadia Jabbar Produc- tions to Make Waves with Dile Berehem DIL-E-BEREHM, ANOTHER SIGNATURE PROJECT BY SA- DIA JABBAR – OWNER OF SADIA JABBAR PRODUCTIONS IS SET TO GO ON AIR FROM 8TH JANUARY ON APLUS ENTERTAINMENT. Helmed by Syed Ali Raza Usama, the director of Bashar Momin and Khuda aur Muhabbat and written by Mansoor Saeed, Dile Berehem is a story of rivalry for love with a twist. It’s a very serious story of a journey from love to revenge that showcas- es how multiple lives can be ruined with one person’s wrongdoings.
    [Show full text]
  • DSDS 2010 Is ‘Beyond Copenhagen: New Pathways to Sustainable Development’
    WELCOME NOTE I am delighted to welcome you to the Delhi Sustainable Development Summit (DSDS) 2010. The summit has now clearly evolved as the most important and dominantly infl uential annual event to mobilize global action towards sustainable development. Each summit has a specifi c theme, focusing on an area of crucial global endeavour that would help to advance the cause of sustainable development across the globe and over a period of time into the future. The theme for DSDS 2010 is ‘Beyond Copenhagen: new pathways to sustainable development’. The year 2010 is crucial period in which the world would have to arrive at an agreement culminating at the 16th Conference of the Parties to the UN Framework Convention on Climate Change to be held in Mexico City in November–December 2010. Progress towards such an agreement is currently inadequate, and an event like DSDS where leaders from every section of the society drawn from across the world would be present, provides a unique opportunity for advancing the agenda and creating momentum for an agreement in Mexico. We hope you would fi nd your participation in the summit productive and pleasant. We would do everything possible to ensure that DSDS 2010 turns out to be a memorable experience for you professionally as well as personally. I look forward to seeing you and interacting with you during the summit. R K Pachauri Director-General, TERI a Billion ting Live gh s © Li Over 1.5 billion people in the world lack access to electricity; roughly 25% are in India alone. For these people, life comes to a standstill after dusk.
    [Show full text]
  • Of Sixth Edition
    BAYAAZ OF SIXTH EDITION All these nohay are available on: www.youtube.com/OldNohay (Links included with the text of each Nauha) Request to recite Surah-e-Fatiha for: Asghar Mirza Changezi (ibne Mirza Mumtaz Hussain) Noor Jehan Begum (binte Syed Wirasat Ali Rizvi) Agha Meher Qasim Qizalbash (ibne Agha Mumtaz Hussain) Naveed Banoo, Saeed Banoo & Fahmeed Banoo (binte Raza Haider Rizvi) All the Shayar E Ahlebait and Nauhakhwans who have passed away And All Momineen and Mominaat English Transliteration of Contents 1. Janab Aale Raza .................................................................................. 13 1.1. Pukari laash pe Zehra mere Hussain Hussain ....................................................13 1.2. Salaam Khak-na shi no n-pa .......................................................................................13 2. Janab Afsar Lucknowi Sahib ............................................................... 15 2.1. Raat aadhi aa gayi ai Jaan e Madar ghar mein aao .........................................15 3. Janab Ahsan Tabatabai Sahib ............................................................. 16 3.1. Karbala aaye thay Shah, Dunia se jaane ke liye ................................................16 4. Janab Ali Raza Baqri Sahib ................................................................. 17 4.1. Asghar Huñ Maiñ Asghar .........................................................................................17 5. Mohtarma Akthar Sahiba .................................................................... 18 5.1.
    [Show full text]
  • Pakistani Televisions' Content in 2020 Television Can Play A
    JMCS | JOURNAL OF MEDIA AND COMMUNICATION STUDIES Volume 1, Issue 2. July 2021 Programs for Children: Pakistani Televisions’ Content in 2020 Nabila Tabassum1 Abstract Television can play a significant role in nation building and children are generally viewed to be playing a vital role in building the image of a nation. Due to its significance, recent years have seen a worldwide rise in the media content that focuses children as the target audience. Several studies had investigated Pakistani televisions’ content with reference to adults, women and youth audiences. Studies related to children had mostly focused on the impact of television content on children or children's attitudes towards television content. However, the impact of educating and entertaining television on Pakistani children has received limited attention. Therefore, this paper initiated to examine the role of Pakistani television channels to educate or entertain Pakistani children, during January-December 2020. The foremost objective of this paper is to examine the proportion of children's programs in the top four Pakistani entertainment television channels. For this reason, the transmissions of top five Pakistani general entertainment television channels were taken into account included; Hum TV HD, ARY Digital, Geo Entertainment, and ARY Zindagi. The study found only a few programs for children that were fulfilling the purposes of entertaining and educating. Hence, Pakistani television channels are not fulfilling their responsibility in nation-building, as being a social agent of change, the media is responsible to play a key role in building their character and improving the ethical standards of Pakistani children. Keywords: Children Programs, Entertainment, Nation Building, Pakistani Television, Social Responsibility.
    [Show full text]
  • Top 1000 Searches in Youtube Dubai, UAE
    Top 1000 Searches in YouTube Dubai, UAE https://www.iconicfreelancer.com/top-1000-youtube-dubai-uae/ # Keyword Volume 1 asianet news live 378000 2 malayalam full movie 2019 237000 3 uppum mulakum 183000 4 ary news live 109000 5 geo news live 107000 6 new malayalam full movie 2019 106000 7 24 oras 106000 8 uppum mulakum latest episode 96000 9 baby shark 86000 10 malayalam full movie 2018 82000 11 sex 81000 12 tamil movies 80000 13 pewdiepie 75000 14 malayalam news live 74000 15 crime patrol 2019 73000 16 thatteem mutteem 64000 17 cocomelon 60000 18 malayalam full movie 58000 19 manorama news live 57000 20 sis vs bro 56000 21 deweni inima 53000 22 senorita 52000 23 chad wild clay 51000 24 fortnite 50000 25 songs 49000 26 raffy tulfo in action 48000 27 mathrubhumi news live 46000 28 hindi songs 46000 29 wwe 45000 30 bts 45000 31 hindi movies 44000 32 karikku 43000 33 dantdm 43000 34 malayalam movie 42000 35 troom troom 42000 36 tamil songs 39000 37 tom and jerry 39000 38 movies 38000 39 peppa pig 37000 40 marimayam 37000 41 comedy utsavam 37000 42 5 minute crafts 37000 43 puthiya thalaimurai live 36000 44 malayalam songട 35000 45 old town road 35000 46 aaj tak live 34000 47 kapil sharma show 34000 48 music 34000 49 pewdiepie vs t series 33000 50 live news malayalam 33000 51 media one live 33000 52 minecraft 33000 53 ryan's toy review 32000 54 mo vlogs 32000 55 jelly 31000 56 kapil sharma show latest episode 30000 57 mr bean 30000 58 ntv uganda live stream 30000 59 hindi movie 2019 30000 60 blippi 30000 61 rebecca zamolo 29000 62 cwc 29000
    [Show full text]
  • List of Digitized Book
    LIST OF DIGITIZED BOOK ACC.NO TITLE LANGUAGE 3748 AM WINNING URDU 5249 ASOOL MAHISHAT FIRST PART B.A KAY LIYA URDU 27607 NAATIN URDU 845 AYEAR MORE OR LESS URDU 126062 BI ARBI (P.B.U.H) PART 1 URDU 35918 BZ-E-DORAAN URDU 58074 DEEWANI JIRAR URDU CA_4737 EME SAHAB URDU 31751 FA AL AIMANN URDU 30065 FAUL YAMAN URDU 113501 FHAT AL INS URDU 25171 FRAT KA BUCH URDU 8692 FSIYATI AHSUL URDU Page 1 of 316 LIST OF DIGITIZED BOOK 30138 FSIYAT-I-AFFA URDU 34069 FTAHUL YAMAN URDU 1907 FTAHUL YAMAN BATASHYAT URDU 24124 GAMA-I-TIBISHAZAD URDU 58190 GAMAT UL ASRAR URDU 3509 GD SAKHN URDU 64958 GMA SARMAD URDU 114806 GMAH JAVEED URDU 30328 GMAY ZAR URDU 180689 GSH FIRQAADI URDU 126188 HBZ HAYAT URDU 23817 I AUR PURANI TALEEM URDU 38514 IR G KHAYAL URDU 63302 JANGI AZADI ATHARA SO SATAWAN URDU Page 2 of 316 LIST OF DIGITIZED BOOK 27796 KASH WA KASH URDU 24338 L DAMNIYATI URDU 57853 LAH TASLEEM URDU 5328 MEYATI KEMEYA KI DARSI KITAB URDU 36585 MOD-E-ZINDAGI URDU 113646 MU GAZAL FARSI URDU 1983 PAD MA SHEIKH FARIDIN ATTAR URDU ASL101 PARISIAN GRAMMER URDU 109279 QASH-I-AKHIR URDU 36043 QOOSH MAANI URDU 7085 QOOSHA RANGA RANG URDU 59166 QSH JAWOODAH URDU 38510 QSH WA NIGAAR URDU 23839 RA ZIKIR HUSSAIN(AS) URDU Page 3 of 316 LIST OF DIGITIZED BOOK 456791 SAB ZELI RIYAZI URDU 5374 SEEBIYAT URDU 55986 SHRIYATI MAJID FIRST PART URDU 56652 SIRUL SHQEEN WA GAZLIYAT WA QASAYID URDU 47249 TAIEJ ALZAHAN WAFIZAN AL FIKAR URDU 11195 TAK KHATHA URDU ASL124 TIYA KALAM URDU 109468 VEEN BHARAT URDU CA_4731 WA-E-SHAIDA URDU ASL_286 YA HISAAB URDU 39350 ZAM HIYA HIYA URDU
    [Show full text]
  • Ajib-Tarz.Pdf
    Ajib tarz-e-mulaqat ab k bar rahi tumhin the badle hue ya meri nigahen thin tumhari nazron se lagta tha jaise meri bajaye tumhare ghar main koi aur shakhs aya hai tumhare ohad ki denen tumhen mubarak so tum ne mera swagat usi tarah se kiya jo afsaran-e-hukumat k aitaqad main hai takallufan mere nazdik a k baith gaye phir ehtamam se mausam ka zikr cher diya kuch us k bad siyasat ki bat bhi nikli adab par bhi koi do char tabsare faramaye magar na tum ne hamesha ki tarah ye pucha kya waqt kaisa guzarta hai tera jan-e-hayat pahar din ki aziyat main kitni shiddat hai ujar rat ki tanhai kya qayamat hai shabon ki sust rawi ka tujhe bhi shikwa hai gam-e-firaq k qisse nishat-e-wasl ka zikr bozdar.comrawayatan hi sahi koi bat to karte. ek zara sher kahun aur main kya kya dekhun nind a jaye to kya mahfilen barpa dekhun ankh khul jaye to tanhai ka sahra dekhun sham bhi ho gai dhundhala gai ankhen bhi meri bhulnewale main kab tak tera rasta dekhun sab ziden us ki main puri karun har bat sunun ek bache ki tarah se use hansta dekhun mujh pe cha jaye wo barsat ki khushbu ki tarah ang ang apna usi rut main mahakta dekhun tu meri tarah se yakta hai magar mere habib ji main ata hai koi aur bhi tujh sa dekhun main ne jis lamhe ko puja hai use bas ek bar khwab ban kar teri ankhon main utarta dekhun tu mera kuch nahin lagta hai magar jan-e-hayat jane kyon tere liye dil ko dharakta dekhun apni ruswai tere nam ka charcha dekhun.
    [Show full text]