Quick viewing(Text Mode)

Has – Have – Had

Has – Have – Had

Has – Have – Had

Hello, Let us have a look at the sentences we learnt today. S.No. Hindi English

1. Maine apne kaam 2 baje hi khatm I finished my work at 2 pm. kar liya.

2. Maine apna kaam khatm kar liya I have finished my work. hai.

3. Tumne apna kaam khatm kar liya You have finished your work. hai.

4. Humne apna kaam khatm kar liya We have finished our work. hai.

5. Unhone apna kaam khatm kar liya They have finished their work. hai.

6. Usne apne kaam khatm kar liya hai. He has finished his work.

7. Us ladki ne apne kaam khatm kar She has finished her work. liya hai.

8. Aaliya ke apna kaam khatm kar liya Aaliya has finished her work. hai.

9. Aamir ne apna kaam khatm kar liya Aamir has finished his work. hai.

10. Podha badh ho gaya hai. The plant has grown.

11. Yeh badh gaya hai. has grown.

12. Kal mera phone gum gaya tha. I lost my phone yesterday.

13. Mera phone gum gaya hai. I have lost my phone.

14. Sardi ka mausam aa gaya hai. Winter has come.

15. Tumne mera dil tod diya hai. You have broken my heart.

16. Maine iss dress par 5000 rupaye I have spent 5000 rupees on this kharch diye hain. dress.

17. Maine English seekhne ki bohot I have tried a lot to learn English. koshish ki hai.

18. Main yeh movie dekh chuka hoon. I have watched this movie.

19. Mujhe koi mil gaya hai. I have found someone.

20. Usne gym join kar liya hai. She has joined a gym.

21. Maine yeh movie nahi dekhi hai. I have not watched this movie.

22. Maine yeh movie abhi tak nahi I have not watched this movie yet. dekhi hai.

23. Train abhi tak nahi aayi hai. Train has not arrived yet.

24. Bachhe ne abhi bolna shuru nahi The child hasn’t started talking kiya hai. yet.

25. Tumne apni report submit nahi ki You haven’t submitted your hai. report.

26. Kya tum mere bhai se mil chuke Have you met my brother? ho?

27. Kya tumne yeh movie dekhi hui Have you watched this movie? hai?

28. Kya tum pagal ho gaye ho? Have you gone mad?

29. Mera wallet kisne liya hai? Who has taken my wallet?

30. Tumne apni job kyu change kar li Why have you changed your job? hai?

31. Kya hum pehle mil chuke hain? Have we met before?

32. Kya tumne kabhi video game kheli Have you ever played a video hai? game?

33. Bangladesh ne kabhi World cup Bangladesh has never won the nahi jeeta hai. World Cup.

34. Maine ek baar Sushi khayi hui hai. I have eaten Sushi once.

35. Main do baar apni bike se gir chuka I have fallen off my bike twice. hu.

36. Main teen baar yeh movie dekh I have watched this movie three chuka hu. times.

37. Hum pehle mil nahi chuke hai? Haven’t we met before? Have we not met before?

38. Isi baat se judi ek aur baat. Maine pichle 6 mahino se usse nahi dekha hai. – I haven’t seen him for last 6 months.

39. Main 2010 se ab tak 5 baar blood I have donated blood 5 times donate kar chuka hu. since 2010.

40. Main is hafte bilkul bhi nahi soya I haven’t slept at all this week. hu.

41. Maine is mahine overtime nahi I haven’t worked overtime this kiya hai . month.

42. Maine Virat ko aaj nahi dekha hai. I haven’t seen Virat today.

43. Woh Paris ho kar aa chuka hai. He has been to Paris.

44. Woh Paris ja chuka hai (aur abhi He has gone to Paris. wapis nahi aaya).

45. Main kabhi Spain nahi gaya hoon. I have never been to Spain.

46. Kya tum kabhi London gaye ho? Have you ever been to London?

47. Kya tum Bangkok chale gaye ho? Have you gone to Bangkok?

48. Main ab tak 95 videos bana chuka I have made 95 video so far. hu.

49. Maine pehli video March 2016 I made first video in March 2016. mein banayi thi.

50. Maine apne kaam khatm kar liya I have finished my work. hai.

51. Maine naya purse isliye kharida I bought a new purse because I nahi kyuki pehle wala wala gum ho had lost the earlier one. chuka tha.

52. Maine cake banane ki recipe bhul I had forgotten the recipe for chuka tha, isliye maine internet par cake, so I saw it again on the dobara dekhi. internet.

53. Main dosto ke saath movie dekhne I didn’t go to the movie with nahi gaya, kyuki main woh pehle hi friends because I had already dekh chuka tha. watched it.

54. Mechanic bulane se pehle, maine Before calling the mechanic, I had car ko khud se repair karne ki tried to repair the car myself. koshish kar chuka tha.

55. Police ke aane se pehle, logon ne Before the police arrived, people chor ko pakad liya hua tha. had caught the thief.

56. Main jab ghar pohocha toh mera Past Perect - When I reached dost aaya hua tha. home, my friend had come.

Simple past - When I reached home, my friend came.

57. Jab main ghar pohoncha toh mera When I reached home, my friend dost nahi aaya hua tha. hadn’t come.

58. Main uski party mein nahi gaya I didn’t go to his party because he kyuki usne mujhe invite nahi kiya hadn’t invited me. hua tha.

59. March mein London jaane se Had you never seen London pehle, kya tumne kabhi London before you went there in March? nahi dekha hua tha?

60. Mujhse milne se pehle, kya tumne Had you never talked to a girl kabhi kisi ladki se baat nahi ki thi? before you met me?

61. Maine Taj Mahal dekha hua hai. I have seen Taj Mahal.

62. Mere paas property hai. I have property.

63. Mere paas property thi. I had property.

64. Mere paas maa hai. I have mother.

65. Mere do bhai hain. I have two brothers.

66. Uski ek beti hai. He has one daughter.

67. Mere paas ek idea hai. I have an idea.

68. Mujhe ek problem hai. I have some problem.

69. Mera ek sawal hai. I have a question.

70. Aapka din achha ho. Have a good day!

71. Mera din kharab raha. I had a bad day.

72. Main 10 baje breakfast leta hu. I have breakfast at 10 am.

73. Main shaam ko chai leta hu. I have tea in the evening.

74. Maine kal shaam ko chai li thi. I had tea yesterday evening.

75. Main chai le chuka hu. I have had tea.

76. Jab tum aaye toh main chai pee When you came, I had had tea. chuka tha.

77. Maine subah se chai nahi li hai. I haven’t had tea since morning.

78. Jab tum aaye, toh maine chai nahi When you came, I hadn’t had tea. le chuka tha.

79. Kya tum chai le chuke ho? Have you had tea?

80. Jab main aaya tha, toh kya tum When I came, had you had tea? chai le chuke the?

Hope you enjoyed learning new words and sentences. Thank you. Bbye!