DUA E NUDBA (PART 4) Bismillah, ar-Rahman, ar-Rahim

Azeem aur daimi rehmaton walay Allah kay naam se

تُضاہ ٰی بِنَ ْف ِسی ٲَ ْن َت ِم ْن نَ ِصی ِف َش َر ٍف الَ یُسا َو ٰی إلی َمتَی ٲَحا ُر فِی َک یَا َم ْوال َی َو إ َلی

tozaahaa be-nafsee anta min naseefe sharafin laa yosaawaa elaa mataa a-haaro feeka yaa mawlaaya wa elaa qurbaan aap jo Sharf rakhtay hain woh kisi aur ko nahi mil sakta kab tak hum aap

ke liye be chain rahen ge ae mere aaqa aur kab tak

َمتَ ٰی َوٲَ َّی ِخطا ٍب ٲَ ِص ُف فِی َک َوٲَ َّی نَ ْج َو ٰی َع ِزی ٌز َع َل َّی ٲَ ْن ٲُ َجا َب ُدونَ َک َوٲُنا َغ ٰی َع ِزی ٌز mataa wa ayya khetaabin asefo feeka wa ayya najwaa a'zeezun a'layya an ojaaba doonaka wa onaaghaa azeezun aur kistarah aap se khitaab karoon aur sargoshi karoon yeh mujh par giran hai ke

siwaye apke kisi se jawab paon ya batein sunon mujh par

َع َل َّی ٲَ ْن ٲَ ْب ِکیَ َک َویَ ْخذُلَ َک ا ْل َو َر ٰی َع ِزی ٌز َع َل َّی ٲَ ْن یَ ْج ِر َی َع َل ْی َک ُدونَ ُھ ْم َما َج َر ٰی َھ ْل

a'layya an abkeyaka wa yakhzolakal waraa azeezun a'layya an yajreya a'layka doonahum maa jaraa hal giran hai ke mein aap ke liye roon aur log aapko chhorey rahen mujh par giran hai

ke logon kitrf se aap par guzray jo guzray tou

ُ ُ ِم ْن ُم ِعی ٍن َفٲ ِطی َل َمعَہُ ا ْلعَ ِوی َل َوا ْلبُکا َئ َھ ْل ِم ْن َج ُزوعٍ َفٲسا ِع َد َج َز َعہُ إذ

َخال َھ ْل َق ِذیَت min mo-e'enin fa-oteela ma-a'hul a'weela wal bokaaa-a hal min jazoo-i'n a-osaa- e'da jaza-a'hu ezaa khalaa hal qazeyat kya koi saathi hai jisske sath mil kar aap ke liye giryaa o zari karoon kya koi be-

taab hai ke jab woh tanha ho to iss ke hamrah naala karoon

َع ْی ٌن َفسا َع َدتْہا َع ْینِی َع َلی ا ْل َق َذ ٰی َھ ْل إ َل ْی َک یَا ْب َن ٲَ ْح َم َد َسبِی ٌل َفتُ ْلق ٰی َھ ْل a'ynun fasaa-a'dat-haa a'ynee a'lal qazaa hal elayka yabna ahmada sabeelun fatulqaa hal

aaya koi aankhh hai jisske sath mil kar meri aankhh gham ke ansoo bahaye ae

Ahmed Mujtaba (s.a.w.w) ke Farzand aap ke paas anay ka koi rasta hai kya

hamara

یَتَّ ِص ُل یَ ْو ُمنا ِم ْن َک بِعَ ِد ِہ َفنَ ْحظ ٰی َمتَی نَ ِر ُد َمنا ِھ َل َک ال َّر ِویَّ َۃ َفنَ ْر َو ٰی َمتَی نَ ْنتَ ِق ُع

yattaselo yawmonaa minka be-e'datin fa-nahzaa mataa naredomanaahelakar rawiyyata fa-narwaa mataa nantaqe-o' aaj ka din apke kal se mil jaye ga ke hum khush hon kab woh waqt aayega ke hum

apke chashmay se sairaab hunge kab hum aap ke chashma

ِم ْن َع ْذ ِب مائِ َک َف َق ْد طا َل ال َّصد ٰی َمت ٰی نُغا ِدی َک َونُرا ِو ُح َک َفنُ ِق َّر َع ْینا

min a'zbe maaa-eka faqad taalas sadaa mataa noghaadeeka wa noraa-wehoka fa-noqirro a'ynan

sheree se pyaas bujhayen ge ab to pyaas Tolani ho gayi kab hamari subah o

shaam aapake sath guzray gi ke hamari ankhen thandhi hongi

َمتی تَرانا َونَرا َک َو َق ْد نَ َش ْر َت ِلوا َئ ال َّن ْص ِرتُ َر ٰی ٲَتَ َرانا نَ ُح ُّف بِ َک َوٲَ ْن َت تَ ُؤ ُّم ا ْل َم ْل َ mataa taraanaa wa naraaka wa qad nasharta lewaaa-an nasre toraa a-taraanaa nahuffo beka wa anta ta-ummul mala-a

kab aap hamein avrhm aapko dekhen ge jabkay apkee fatah ka parcham lehrata

ho ga hum aapake ird gird jama hunge aur aap sabhi logon ke Imam honge

َو َق ْد َم ْلَ َت ا ْالَ ْر َض َع ْدال َو ٲَ َذ ْق َت ٲَ ْعدائَ َک َھوانا َو ِعقابا َوٲَبَ ْر َت ا ْلعُتاۃَ َو َج َح َدۃَ ا ْل َح ِ ق wa qad malaa-tal arza a'dlan wa azaqta aa'-daaa-eka hawaanan wa e'qaaban wa abartal o'taata wa jahadatal haqqe

tab zameen aapake zariye Adal o insaaf se pur ho gi aap apne dushmanon ko

sakhti o zillat se humkenar karaingay aap sarkashon aur haq ke َوقَ َط ْع َت دابِ َر ا ْل ُمتَ َکب ِ ِری َن َوا ْجتَثَثْ َت ٲُ ُصو َل ال َّظا ِل ِمی َن َونَ ْح ُن نَقُو ُل ا ْل َح ْم ُد ِ ہ ِّلِل َر ِ ب wa qata'-ta daaberal motakabbereena waj-tasasta osoolaz zaalemeena wa nahno naqoolo al-hamdo lillaahe rabbi

munkiron ko nabood karaingay magruron ka zor toar deingay aur zulm karne

walon ki jarrain kaat deingay uss waqt hum kahein ge hamd hai khuda ke liye jo

ا ْلعا َل ِمی َن اَللہ ُھ َّم ٲَ ْن َت َک َّشا ُف ا ْل ُک َر ِب َوا ْلبَ ْل َو ٰی َو إ َل ْی َک ٲَ ْستَ ْع ِد ٰی َف ِع ْن َد َک ا ْلعَ ْد َو ٰی

Al a'alameena allaahumma anta kashshaaful kurbi wal balwaa wa elayka asta'- dee fa-i'ndakal a'dwaa

jahanon ka rab hai ae mabood tu dukhoon aur musibaton ko dur karne wala hai

mein tairay huzoor shikayat laya hoon ke tu madavah karta hai

َوٲَ ْن َت َر ُّب ا ْالَ ِخ َرۃِ َوال ُّد ْنیا َفٲَ ِغ ْث یَا ِغیا َث ا ْل ُم ْستَ ِغیثِی َن ُعبَ ْی َد َک ا ْل ُم ْبتَل ٰی َوٲَ ِر ِھ َسی ِ َد ُھ wa anta rabbul aakherate wad dunyaa fa-aghith yaa gheyaasal mustagheeseena o'baydakal mubtalaa wa arehee sayyedahu aur to hi duniya o akhirat ka parvar-digaar hai pas meri faryaad sun ae faryadon ki faryaad suneney walay apne iss haqeer aur dukhi bande ko uss aaqa ka deedar

kara day

یَا َش ِدی َد ا ْلقُ َو ٰی َوٲَ ِز ْل َع ْنہُ بِ ِہ ا ْالَس ٰی َوا ْل َج َو ٰی َوبَ ِ ر ْد َغ ِلی َلہُ یَا َم ْن َع َلی ا ْلعَ ْر ِش ا ْستَ َو ٰی

yaa shadeedal qowaa wa azil a'nho behil asaa wal jawaa wa barrid ghaleelahu yaa man a'lal a'rshis-tawaa

ae zabardast qowat walay unkay wastay se iskay ranj o gham ko dur farma aur

iski pyaas bujha day ae woh zaat jo arsh par haawi hai ke jiski

َو َم ْن إ َل ْی ِہ ال ُّر ْجع ٰی َوا ْل ُم ْنتَہ ٰی اَللہ ُھ َّم َونَ ْح ُن َعبِی ُد َک التَّائِقُو َن إلی َو ِلی ِ َک ا ْل ُم َذ ِ ک ِر بِ َک

wa man elayhir ruj-a'a wal muntahaa allaahumma wa nahno a'beedokat taaa- eqoona elaa waliyyekal mozakkere beka taraf wapsi aur aakhri thikana hai aur ae mabood hum hain tairay haqeer bande

jo tairay wali-e-Asar (ajtf ) ke mushtaq hain jin ka zikar tu ne

َوبِنَبِی ِ َک َخ َل ْقتَہُ َلنا ِع ْص َم ۃ َو َمالذا َوٲَقَ ْمتَہُ َلنا قِواما َو َمعاذا َو َجعَ ْلتَہُ ِل ْل ُم ْٔو ِمنِی َن

wa be-nabiyyeka khalaqtahu lanaa i'smatan wa malaazaa wa aqamtahoo lanaa qewaaman wa ma-a'azan wa ja-a'ltahu lil momineena aur tairay Nabi (s.a.w.w) nay kya tu nay inhen hamari jaye panah banaya hamara sahara qarar diya unko hamari zindagi ka zareya aur panah gaah banaya aur unko

hum mein se

ِم َّنا إماما َفبَ ِ ل ْغہُ ِم َّنا تَ ِحیَّ ۃ َو َسالما َو ِز ْدنا بِذ ِل َک یَا َر ِب إ ْکراما َوا ْجعَ ْل ُم ْستَقَ َّر ُھ َلنا

minnaa emaaman fa-ballighho minnaa tahiyyatan wa salaaman wa zidnaa be zaaleka yaa rabbe ikraaman waj-a'l mustaqarrahu lanaa

mominon ka imam qarar diya pas unko hamara duroood o salam pohncha aur ae

parvar-digaar unkay zariye hamari izzat mein izafah farma unki qarar gaah ko

hamari

ُم ْستَ َق َّرا َو ُمقاما َوٲَتْ ِم ْم نِ ْع َمتَ َک بِتَ ْق ِدی ِم َک إیَّا ُھ ٲَما َمنا َحتَّی تُو ِر َدنا ِجنَانَ َک َو ُمرا َف َق َۃ

mustaqarran wa moqaaman wa atmim nea'-mataka be-taqdeemeka iyyaaho amaamanaa hattaa tooredanaa jenaanaka wa moraafaqata qarar gaah aur thikana bana day hum par unki imamat ke zariye hamaray liye apni

Nemat poori farma yahan tak ke woh hamein teri jannat mein un

ال ُّش َھدا ِئ ِم ْن ُخ َلصائِ َک اَللہ ُھ َّم َص ِل َع َلی ُم َح َّم ٍد َوآ ِل ُم َح َّم ٍد َو َص ِل َع َلی ُم َح َّم ٍد َج ِ د ِھ

ash sho-hadaaa-e min kholasaaa-eka allaahumma salle a'laa mohammadin wa aale mohammadin wa salle a'laa mohammadin jaddehi

shaheedon ke paas le jayengay jo Muqarrab khaas hain ae mabood! Mohammad

(s.a.w.w) aur Aal-e-Mohammad ( s ) par rehmat nazil farma aur imam mehdi (ajtf)

ke nana Mohammad ( s ) par rehmat farma َو َر ُسو ِل َک ال َّسی ِ ِد ا ْالَ ْکبَ ِر َو َع َلی ٲَبِی ِہ ال َّسی ِ ِد ا ْالَ ْصغَ ِر َو َج َّدتِ ِہ ال ِ ص ِ دی َق ِۃ ا ْل ُک ْبری فا ِط َم َۃ

wa rasoolekas sayyedil akbare wa a'laa abeehis sayyedil asghare wa jaddatehis siddeeqatil kubraa faatemata jo tairay rasool aur azeem sardar hain aur mehdi (ajtf) ke waalid par rehmat kar

jo chhootey sardar hain un ki dadi Siddiqua Kubra Fatima (s.a)

بِ ْن ِت ُم َح َّم ٍد ص َّلی ہللا َعل ْی ِہ وآ ِل ِہ َو َعٰلی َم ِن ا ْص َط َف ْی َت ِم ْن آبائِ ِہ ا ْلبَ َر َرۃِ َو َع َل ْی ِہ ٲَ ْف َض َل binte mohammadin wa a'laa manis tafayta min aabaaa-ehil bararate wa a'layhe afzala

Bint Mohammad par rehmat farma un sab par rehmat farma jin ko tu nay un ke

naik buzurgon mein se chuna aur Alqaim (ajtf) par rehmat farma behtareen

kaamil

َوٲَ ْک َم َل َوٲَتَ َّم َوٲَ ْد َو َم َوٲَ ْکثَ َر َوٲَ ْو َف َر َم ا َص َّل ْی َت َع َلی ٲَ َح ٍد ِم ْن ٲَ ْص ِفیائِ َک َو ِخیَ َرتِ َک ِم ْن

wa akmala wa atamma wa adwama wa aksara wa awfara maa sallayta a'laa ahadin min asfeyaaa-eka wa kheyarateka min

poori hamesha hamesha bohat si bohat ziyada jo rehmat ki ho tu nay apne

bargazeedon mein se kisi par aur makhlooq mein se apne

َخ ْل ِق َک َو َص ِل َع َل ْی ِہ َصالۃ الَ غایَ َۃ ِلعَ َد ِدہا َوالَ نِہایَ َۃ ِل َم َد ِدہا َو ِ ِالنَفا َد ِالَ َم ِدہَا اَللہ ُھ َّم

khalqeka wa salle a'layhe salaatan laa ghaayata le-a'dadehaa wa laa nehaayata le-madadehaa wa laa nafaada le-amadehaa allaahumma

pasand kardah par aur is par duroood bhaij woh duroood jis ka shumaar nah

hosakay jis ki muddat khatam nah ho aur jo kabhi munqita nah ho ae mabood

َوٲَقِ ْم بِ ِہ ا ْل َح َّق َوٲَ ْد ِح ْض بِ ِہ ا ْلبا ِط َل َوٲَ ِد ْل بِ ِہ ٲَ ْو ِلیائَ َک َوٲَ ْذ ِل ْل بِ ِہ ٲَ ْعدائَ َک wa aqim behil haqqa wa adhiz behil baatela wa adil behee awleyaaa-aka wa azlil behee aa'-daaa-aka unkay zariye haq ko qaim farma unkay hathon baatil ko mita day unkay wujood se

–apne doston ko izzat day unkay zariye apne dushmanon ko zillat day

َو ِص ِل اَللہ ُھ َّم بَ ْینَنا َوبَ ْینَہُ ُو ْصلَ ۃ تُ َو ََ ِ د ٰی إلی ُمرا َفقَ ِۃ َس َل ِف ِہ َوا ْجعَ ْلنا ِم َّم ْن

wa selillaahumma baynanaa wa baynahu wuslatan to-addee elaa moraafaqate salafehee waj-a'lnaa mimman aur ae mabood hamein aur unko ikathay kar day aisa akhatta ke jo hum ko unkay

pehlay buzurgon tak pohanchaye aur hamein un mein qarar day jinhon nay un

یَٲْ ُخذُ بِ ُح ْج َزتِ ِھ ْم َویَ ْم ُک ُث فِی ِظ ِ ل ِھ ْم َوٲَ ِع َّنا َع َلی تَٲْ ِدیَ ِۃ ُحقُوقِ ِہ إ َل ْی ِہ َواال ْجتِہا ِد فِی طا َعتِ ِہ

yaa-khozo be-hujzatehim wa yamkoso fee zillehim wa a-i'nnaa a'laa taa-deyate hoqooqehi elayhe wal ijtehaade fee taa-a'tehi

ka daman pakra hai hamein un ke zair-e-saya rakh un ke haqooq ada karne mein

hamari madad farma un ki farmanbrdari mein koshan bana day

َو ا ْجتِنا ِب َم ْع ِصیَتِ ِہ َوا ْمنُ ْن َع َل ْینا بِ ِرضا ُھ َو َھ ْب َلنا َرٲْ َفتَہُ َو َر ْح َمتَہُ َو ُدعائَہُ َو َخ ْی َر ُھ wajtenaabe ma'-seyatehi wam-nun a'laynaa be-rezaaho wa hab lanaa raa-fatahu wa rahmatahu wa do-a'aa-ahu wa khayrahu

unki nafarmani se bachaaye rakh unki khushnodi se hum par ahsaan kar aur

hamein unki mohabbat ataa farma unki rehmat unki dua aur unki barkat ataa

farma

َما نَنا ُل بِ ِہ َسعَ ۃ ِم ْن َر ْح َمتِ َک َو َف ْوزا ِع ْن َد َک َوا ْجعَ ْل َصال تَنا بِ ِہ َمقبُو َل ۃ َوذُنُوبَنا بِ ِہ

maa nanaalo behee sa-a'tan min rahmateka wa fawzan i'ndaka waj-a'l salaatanaa behee maqboolatan wa zonoobanaa behi jisske zariye hum teri wasee rehmat aur tairay haan kamyabi haasil karen un ke

zariye hamari namaz qubool farma un ke waselay hamaray gunah

َم ْغفُو َرۃ ا َو ُدعائَنا بِ ِہ ُم ْستَجابا َوا ْجعَ ْل ٲَ ْرزا َقنا بِ ِہ َم ْب ُسو َط ۃ َو ُھ ُمو َمنابِ ِہ َم ْک ِفیَّ ۃ maghfooratan waj-a'l arzaaqanaa behi mabsootatan wa homoomanaa behi makfiyyatan

bakhash day unkay wastay se hamari dua Manzoor farma aur unkay zariye se hamari rozian farakh kar day hamari pareshaaniya dur farma aur unkay waselay

se

َو َح َوائِ َجنا بِ ِہ َم ْق ِضیَّ ۃ َوٲَ ْقبِ ْل إ َل ْینا بِ َو ْج ِھ َک ا ْل َک ِری ِم َوا ْقبَ ْل تَ َق ُّربَنا إ َل ْی َک َوا ْن ُظ ْر إ َل ْینا

wa hawaaa-ejanaa behi maqziyyatan wa aqbil elaynaa be-wajhekal kareeme waq-bal taqarrobanaa elayka wan-zur elaynaa hamari hajat ko poora farma aur tawajah kar hamari taraf apni zaat kareem ke wastay se aur qubool farma apni baargaah mein hamari haazri hamari taraf nazar

kar

نَ ْظ َرۃ َر ِحی َم ۃ نَ ْستَ ْک ِم ُل بِ َھا ا ْل َکرا َم َۃ ِع ْن َد َک ثُ َّم الَ تَ ْص ِر ْفہا َع َّنا بِ ُجو ِد َک َوا ْس ِقنا ِم ْن nazratan raheematan nastakmelo behal karaamata i'ndaka summa laa tasrif-haa a'nnaa be-joodeka was-qenaa min meharbani ki nazar ke jis se teri dargaah mein hamari izzat barh jaye phir apne

karam ki wajah se woh nazar hum se nah hata hamein alqaim (ajtf) ke nana

َح ْو ِض َج ِ د ِھ َص َّلی ّللاُ َع َل ْی ِہ َوآ ِل ِہ بِ َکٲْ ِس ِہ َوبِیَ ِد ِھ َری ا َر ِوی ا َھنِ ْیئا َسائِغا

hawze jaddehi sallallaaho a'layhe wa aalehi bekaa-sehi wa be-yadehi rayyan rawiyyan hanee-an saaa-eghan

ke hoz se sairaab farma un par aur unki Aal (a.s) par khuda ki rehmat ho unkay

jaam se unkay haath se sair o sairaab kar jis mein maza aaye aur phir

الَ َظ َمٲَ بَ ْع َد ُھ یَا ٲَ ْر َح َم ال َّرا ِح ِمی َن۔

laa zama-a ba'-dahu yaa arhamar raahemeena

pyaas nah lagey ae sab se ziyada reham walay.

MOLA E KAYENAAT AMEER UL MOMINEEN A.S. KAY HIKMAT AMEZ KALIMAAT (KALIMAAT E QISAAR, NAHJUL BALAGAH)

1. Mujhe bakheel ke haal par taajjub hota hai ke,

Isi fqr mein mubtala ho jata hai jis se bhag raha hai, Aur phir is doulat mandi se mahroom ho jata hai jis ko haasil karna chahta hai. Duniya mein faqeeron jaisi zindagi guzarta hai, Aur aakhirat mein maaldaron jaisa hisaab dena parta hai.

Isi terhan mujhe magroor aadmi par taajjub hota hai ke,

Jo kal nutfa tha, Aur kal murdaar ho jaye ga, Aur phir Akarr raha hai.

Mujhe is shakhs ke baray mein bhi herat hoti hai jo,

Wujood e Khuda main shak karta hai halaank makhloqaat e khuda ko dekh raha hai.

Aur is ka haal bhi herat angaiz hai jo,

Mout ko bhoola huwa hai halaanke marnay walon ko barabar dekh raha hai.

Mujhe is ke haal par bhi taajjub hota hai jo,

Akhirat ke imkaan ka inkaar kardaita hai halaanke pehlay wujood ka mushahdah kar raha hai.

Aur is ke haal par bhi herat hai jo,

Fanaa ho janay walay ghar ko abad kar raha hai aur baqi reh janay walay ghar ko chhoray hue hai.

2. Jis nay amal mein kotahi ki woh ranj o andoh main bahar haal mubtala hoga aur Allah ko aisay bandah ki koi parwah nahi hai jis ke jaan o maal mein Allah ka koi hissa nah ho.

Wazahat: Bukhal aur buzdili is baat ki alamat hai ke insaan apne jaan o maal mein se koi hissa apne parvardigaar ko nahi dena chahta hai aur khuli hui baat hai ke jab bandah mohtaaj ho kar maalik se be niaz ho na chahta hai to maalik ko is ki kya gharz hai. Woh bhi qata talluq karleta hai. (Allama Jawwadi)

3. Sardi ke mausam se ibtida mein ahthyat karo aur aakhr main is ka kher maqdam karo ke is ka asar badan par darakhton ke pattoun jaissa hota hai ke yeh mausam ki ibtida mein pattoun ko jhulsa deta hai aur aakhir mein shadaab bana deta hai.

4. Agar Khaaliq ki azmat ka ehsaas paeda ho jaye ga to makhloqaat khud bakhud nigahon se gir jaye gi.

5. Siffeen se wapsi par koofa se bahar qabrastan par nazar par gayi to farmaya: Ae wehshat naak gharon ke rehne walo! Ae weraan makanaat ke bashindo! Aur tareek qabron mein basnay walo! Ae khaak nasheeno! Ae gurbat, wahdat aur wehshat walo! Tum hum se agay chalay gaye ho aur hum tumharay naqsh e qadam par chal kar tum se mulhiq honay walay hain. Dekho! tumharay makanaat abad ho chukay hain, Tumhari biwion ka doosra aqd ho chuka hai, Aur tumharay amwaal taqseem ho chuke hain. Yeh to hamaray yahan ki khabar hai. Ab tum batao ke tumharay yahan ki khabar kya hai? Is ke baad ashaab ki taraf rukh karkay farmaya ke: agar inhen bolnay ki ijazat mil jati to tumhe sirf yeh pegham dete ke behtareen zaad raah taqwa Ellahi hai . Wazahat: Insani zindagi ke do juz hain aik ka naam hai jism aur aik ka naam hai rooh aur inhen dono ke ittehaad o ittesaal ka naam hai zindagi aur inhen dono ki judai ka naam hai mout. Ab chunkay jism ki baqaa rooh ke waseela se lehaza rooh ke judda ho jany ke baad woh murda bhi ho jata hai aur sarr, gal bhi jata hai aur is ke ajzaa muntashir ho kar khaak mein mil jatay hain. Lekin rooh ghair maadi honay ki bunyaad par apne aalam se mulhiq ho jati hai aur zindagi rehti hai yeh aur baat hai ke is ke tasarufaat izn e Ellahi ke paband hote hain aur is ki ijazat ke baghair koi tasarruf nahi kar sakti hai. Aur yehi wajah hai ke murda zindon ki aawaz sun laita hai lekin jawab dainay ki salahiyat nahi rakhta hai. Ameer al-momineen ney isi raaz e zindagi ki naqaab kushai farmai hai ke yeh marnay walay jawab dainay ke laiq nahi hain lekin parvardigaar ney mujhe woh ilm inayat farmaya hai jis ke zareya mein yeh ehsas karsakta hon ke un marnay walon ke laa shaoor mein kya hai aur yeh jawab dainay ke qabil hotay to kya jawab dete aur tum bhi un ki soorat e haal ko mehsoos kar lau to is amar ka andaza kar saktay ho ke un ke paas is ke ilawa koi jawab aur koi pegham nahi hai ke behtareen zaad raah taqwa hai. (Allama Jawwadi)