Mata Path 1.Docx
Total Page:16
File Type:pdf, Size:1020Kb
GANAPATHY VIGNA KARO Hardam Mujh Ko Dhian Aap Ka Main Charna Dhi Dhool Ganapathy Vigna Karo Sab Door (2x) Jo Koi Adh Ganesh Manaye Man Ichya Soyi Phal Phaye (2x) Mastak Chadhe Sindoor Ganapathy Vigna Karo Sab Door (2x) Gaurah Ji Ke Hai Nandlala Gian Dhian Ka Kholo Tara (2x) Bakti Rahe Bharpur Ganapathy Vigna Karo Sab Door (2x) Ram Chander Lanka GharAaye (2x) Phale Adh Ganesh Manaye (2x) Dushman Chakna Choor Ganapathy Vigna Karo Sab Door (2x) Bhaj Man Shri Radhe Bhaj Man Shri Radhe Shri Radhe Gopal, Bhaj Man Shri Radhe Shri Radhe Sham Radhe (2x) Shri Radhe Gopal, Bhaj Man Shri Radhe Mor Mukat Mathe Thak Virajay (2x) Gale Vijanti Maal, Bhaj Man Shri Radhe Shri Radhe Sham Radhe (2x) Shri Radhe Gopal, Bhaj Man Shri Radhe Maath Yasodha Dahiya Viloveh (2x) Makhan Khaye Nandlal, Bhaj Man Shri Radhe Shri Radhe Sham Radhe (2x) Shri Radhe Gopal, Bhaj Man Shri Radhe Vrindavan Ki Kunj Galin Meh (2x) Ras Rachaye Nandlal, Bhaj Man Shri Radhe Shri Radhe Sham Radhe (2x) Shri Radhe Gopal, Bhaj Man Shri Radhe Idhar Bhi Sakhiya, Udhar Bhi Sakhiya (2x) Beech Kade Nandlal, Bhaj Man Shri Radhe Shri Radhe Sham Radhe (2x) Shri Radhe Gopal, Bhaj Man Shri Radhe Hath Kundi Modhe Kali Kamaliya (2x) Gauwa Charave Nandlal, Bhaj Man Shri Radhe Shri Radhe Sham Radhe (2x) Shri Radhe Gopal, Bhaj Man Shri Radhe Shri Durga Setuti Mitti Ka Tan Huaa Pavitra Ganga Ke Asnan Se Anth Karan Ho Jayeh Pavitra Jagadambe Ke Dhyan Se Sarve Mangal Mangalye Shive Savarath Sadhike Sharanye Trambake Gauri Narayani Namo Stute Shakti Shakti Do Mujhe Karoon Tumhara Dhyan Path Nirvign Ho Tera, Mera Ho Kalyan Hridya Singhasan Par Aa, Betho Meri Maa Suno Vinay Mam Din ki Jag Janani Vardat Sundar Deepak Ghee Bhara Karon Aaj Tayaar Gyan Ujala Maa Karo Metto Moh Andhkaar Chandra Surya Ki Roshni Chamke Das Akhand Sab Me Vyapak Tej Hai Jwala Ka Prachand Jwala Jag Janani Meri Raksha Karo Hamesh Door Karo Maa Ambike Mere Sabhi Kalesh Shrada Aur Vishwas Se Teri Joth Jalaon Tera Hi Hai Aasra Tere Hi Gun Gaon Teri Adhabhut Gaat Ko Padhon Main Nischay Dhar Shakshat Darshan Karon, Tere Jagat Aadhar Man Chanchal Se Paht Ke Samay Jo Aaugun Hoye Dati Apni Daya Se Dhian Na Dena Koyi Main Anjaan Malin Main Na Janu Koi Reet Att Path Vani Ko Hi Maa Samjho Meri Preet Dasi Ke Augun Bahut Hain, Karna Nahi Dhian Singvahini Maa Ambike, Karo Mera Kalyan Dhanya Dhanya Maa Ambike Shakti Shiva Vishal Ang Ang Me Rum Rahi Dati Din Dayal Bol Ambe Maath Ki Jai Mata Chintpurni Chinta Dhoor Karne Vali Dati Teri Sedha Hi Jai (Note: This verse to be repeated at the end of each stolar) Jai Jai Ambe Bhagwati Bhagwan Ki Bhakti Karo Parvan Tum Ambe Kar do Amar Jis Pe Ho Jao Maharban Tum Kali Kal Ke Panje Se Tum Hi Bachana Aan Kar Gouri Godi Me Bithana, Apna Balak Jaan Kar Chintpurni Chinta Meri Door Tum Karti Raho Laxmi Lakho Bhandare Mere Tum Bharti Raho Naina Devi Naino Ki Shakti Ko Dena Tum Bada Vaishno Maa Vishay Vikaro Se Bhi Lena Tum Bacha Mangala Mangal Sada Karna Bhavan Darban Mai Chandika Chadti Rahe Meri Kala Sansaar Me Bhadrakali Badhar Purusho Se Milana Tum Sada Jwala Jalna Ees Vasha Ye Mitana Kar Kirpa Chamunda Tum Dasi Pe Apni Daya Dristi Karo Mata maan Izzat Va Sukh Sampati Se Bhandhare Baro ************ Shri Durga Setuti Prathna Jai Ganesh Jai Ganapathi Parvati Sukhmar Vigne Haran Mangal Karan Ridhi Sidhi Datar Kaviyo Ke Manas Vimal Shoba Sukhed Lelam Dasi Kare Tav Charno Me Koti Koti Pranaam Jai Bajrangi Pawan Sut, Jai Jai Shri Hanuman, Aadh Shakti Ka Puther Ho, Karo Mera Kalyaan Nav Durga Ka Paht Yeh Parna Chahai Dass Apni Kirpa Say Karo Puran Meri Aas Thrutiya Mujh Me Hai Kayi, Bakshana Bakshan Har Main balak Naadan Hoon, Tere Hi Aadhar Bal Budhi Vidya Do, Karo Shudh Man Bhav Shakti Bakti Pao Main, Daya Dhristi Darsao Aadh Shakti Ke Charno Me Karta Hoon Pranam Safal Howe Jiwan Mera, Japta Rahu Shri Ram Gauri Puther Ganesh Ko Sachai Man Se Dhayau Sharda Mata Se Dasi Padne Ka Var Pau Nav Durga Ke Aasre Man Me Haresh Samaye Mahakali Ji Kar Kirpa Sabhi Vikar Mitaye Chandi Kharagh Uthaye Kar Kare Shatru Ka Nash Kam Krodh Moh Lobh Ka Rahe Na Man Me Vaas Laxmi, Gauri, Dhatri Bhare Mere Bhandar Padhu Main Durga Paht Ko Dil Me Nische Dhar Padhe Paht Yeh Prem Se Yeh Pad Ke Hi Sunai Ek Aadh Akshar Padhe Jiske Kanno Mahi Uski Sab Mano Kamana Puri Hi Ho Jaye Shri Durga Setuti Mata Uske Shish Par Dhare Kirpa Ka Haath Aise Apne Bhakat Ke Rahe Sada Hi Saath Sanskrit Ke Selokho Ki Mahima Aati Aapar Tikha Kaise Kar Sake Uska Das Gevar Maa Ke Chamo Me Dhara, Shish Jabi Ghabrai Jagjanni Ki Kirpa Se Bhag Gaye Kuch Aaye Un Bhavo Ke Aasre Tute Puthay Bain Guru Dev Ki Daya Se Padh Kar Paoo Chain Bhasha Durga Paht Ki Sahej Samaj Aa Jaye Padh Kar Iskoh Jiv Yeh Man Wachit Phal Paai Mahamayah Ke Aasreh Kiye Jaao Gungaan Puri Sab Asha Teri Kare Shri Bhagwan Nishchay Karke Paht Ko Karega Jo Prani Woh Hi Paye Ga Dasi Asha Man Mani ************ Shri Durga Kavach Rishi Markhande Ne Pucha Jabhi Daya Karke Bharmaji Bole Tabhi Ki Jo Gupt Mantra Hai Sansar Mein Hai Sab Shaktiyaa Jiske Adhikar Mein Har Ek Ka Jo Kar Sakta Upkar Hai Jisse Japne Se Beda Hi Par Hai Pavitra Kavach Durga Balshali Ka Jo Har Kaam Pura Kare Sawali Ka Suno Markhande Main Samjhata hoon Main Nav Durga Ke Naam Batlata hoon Kavach Ki Main Sundar Chopayi Bana Jo Atyant Hai Gupt Deyu Bata Nav Durga Ka Kavach Yeh, Padhe Jo Man Chit Lagaye Uspar Kisi Prakar Ka Kabhi Kashat Na Aye Kaho Jai Jai Maharani Ki, Jai Durga Asht Bhavani Ki Pehli Shail Putri Kahlave, Dusri Bhramcharni Man Bhave Teesri Chandra Ghanta Shubh Naam, Chauthi Kusmanda Sukh Daam Panchvi Devi Askandh Mata, Chati Kaatya Yani Vikhyata Sathvi Kaal Ratri Maha Mayah, Aatvi Maha Gauri Jag Jaya Nauvi Siddhi Ratri Jag Jane, Navdurga Ke Naam Bakhane Maha Sankat Men, Ban Men, Ran Men, Rog Koyi Upje Nij Tan Men Maha Vipati Men Vyohar Men, Man Chahe Jo Raj Darbar Men Shakti Kawach Ko Sune Sunaye, Man Kamna Sidh Nar Paye Chamunda Hai Pret Par Vishnuvi Garud Asavaar Bail Chadhi Maheswari, Hath Liye Hathyar Hans Sevari Barahi Ki, Mor Chadhi Durga Kumari Laxmi Devi Kamal Hasina, Bharmani Hans Chadhi Le Veena Ishwari Sada Bail Aswari, Bhaktan Ki Karti Rakhwari Sankh Chakra Shakti Trishula, Hal Musal Kar Kamal Ke Phoola Daitya Nash Karne Ke Karan, Roop Anek Kin Hai Dharan Bar Bar Charanan Sir Nauon, Jagdambe Ke Gun Ko Gaun Kasht Nivaran Balshali Maa, Dusht Sangharan Mahakali Maa Koti Koti Mata Pranaam, Puran Ki Jo Mere Kaam Daya Karo Balshalni, Das Ke Kasht Mitao Dasi Ki Raksha Karo Sada, Singh Chadhi Maa Aao Kaho Jai Jai Jai Maharani Ki, Jai Durga Asht Bhawani Ki Agni Se Agni Devta, Purabh Disha Me Inder Dakshin Men Barahi Meri, Nauritya Me Khadak Dharni Vayu Se Maa Bhagwahini, Paschim Mein Devi Varini Uttar Mein Maa Kaumariji, Eshan Mein Shool Dhariji Bhramani Mata Asht Par, Maa Vaishnavi Ish Pharsh Par Chamunda Das Dishaon Mein, Har Kasht Tum Mera Haro Sansar Mein Mata Meri, Raksha Karo Raksha Karo Sanmukh Mere Devi Jaya, Pache Ho Mata Vijaya Ajita Khadi Bayen mere, Aprajita Dayen Mere Udyotini Maa Shiksha Ki, Maa Uma Devi Sir Ki Hi Maladhari Lalat Ki Aur Brakuti Ki Maa Yasheshvani Brakuti Ke Madhya Traynetra Yam Ghanta Dono Naasika Kali Kapolon Ki Karn, Mulon Ki Mata Shankari Nasika Mein Ansh Apna, Maa Sugandha Tum Dharo Sansar Mein Mata Meri Raksha Kero, Raksha Kero Upar Ve Niche Hoton Ki, Maa Charchka Amrit Kali Jeebha Ki Mata Sarasvati, Danton Ki Kaumari Sati Ish Kant Ki Maa Chandika, Aur Chitra Ghanta Ghanti Ki Kamashi Maa Thodi Ki, Maa Mangla Is Baani Ki Griva Ki Bhadrakali Maa, Raksha Kare Balshali Maa, Dono bhujaon Ki Mere Raksha Kare Dhanu Dharini Do Haatho Ke Sab Angon Ki Raksha Kare Jag Tarini Shuleshwari, Kuleshwari, Mahadevi Shok Vinashani Chhati Stano Aur Kandho Ki, Raksha Kare Jag Vashini Hirdey Udar Aur Nabhi Ki, Kati Bhag Ke Saab Ang Ki Gumheshwari Maa Putna, Jag Jagani Shyama Rang ki Ghutnon Janghaon Ki Kare Raksha Vo Vidaya Vasini Tukhnon Ve Paon Ki Kare Raksha Vo Shiv Ki Dasni Doha: Rakt Mas Aur Hadiyon Se Jo Bana Sharir Aaton Aur Pit Vat Men Bhara Agna Aur Nir Bal Budhi Ankhar Aur pran, Apan Saman Sat, Raj, Tam Ke Gunon Mein Phansi Hai Yeh Jaan Dhar Anekon Roop Hi Raksha Kariyo Aan Teri Kirpa Say Hi Maa Dasi Ka Hai Kalyaan Aayu Yash Aur Kirti Dhan Sampati Pariwar Bhramani Aur Lakshmi Parvati Jag Tar Vidhya De Maa Saraswati Sab Sukhon Ki Mul Dushton Se Raksha Karo Haath Liye Trishul Bhairavi Meri Bhacho Ki Raksha Karo Hamesh Maan Raj Darbar Meh Deven Sada Naresh Yatra Mein Dukh Koi Na Mere Sir Par Aaye Kawach Tumara Har Jagah Meri Kare Sahaye He Jag Janni Kar Daya Itna Do Vardhan Padhe Tumara Kawach Yeh Padhe Jo Nischay Maan Man Vanchit Phal Paye Vo Mangal Modh Basaye Kawach Tumara Padhte Hi Navnidhi Ghar Aaye Bhramaji boleh Suno Markhande Yeh Durga Kawach Maine Tumko Sunaya Raha Aaj Tak Tha Gupt Bhed Sara Jagat Ki Bhalai Ko Maine Bataya Sabhi Shaktiyan Jag Ki Karke Ektrit Hai Mitti Ki Deh Ko Isse Jo Pehnaya Dasi Jisne Shrada Se Isko Padha Jo Suna To Bhi Muh Manga Vardhan Paya Jo Sansar Men Apne Mangal Ko Chahe To Hardam Yehi Kawach Gata Chala Ja Vidiyabaan Jungle Dishaon Dashon Men Tu Shakti Ki Jai Jai Manata Chala Ja Tu Jal Men, Tu Thal men, Tu Agni Pavan Men Kawach Pahan Kar Muskurata Chala Ja Nidar Ho Vichar Man Jahan Tera Chahe Dasi Kadam Aage Badhata Chala Ja Tera Maan Dhan Dham Ise Se Badhega Tu Shrada Se Durga Kawach Ko Jo Gaye Yehi Mantra Yantra Yehi Tantra Tera Yehi Tere Sir Se Hi Sankat Hatayen Yehi bhoot Aur Preth Ke Bhay Ka Nashak Yehi Kawach Sharda Vo Bhakti Bhadhye Isse Nitya Prati Dasi Shrada Se Padh Kar Jo Chahe To Muh Manga Vardan Paye Is Astuti Ke phat Se Pehle Kawach Padhe Kirpa se Aadhi Bavani Ki Bal Aur Budhi Badhe Shrada Se Japta Rahe, Jagdamba Ka Naam Sukh Bhoge Sansar Men,